forex mein taleem zarori h
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein taleem zarori h
    mera swal ye h k forex ko join krne klye talem ka hona zarori h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein taleem zarori h

    forex mai talem ka zada ya km hona zarore nahi hain hamy ache learning ky liye demo account mai zada sy zada practice karne chaye is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai tarding ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or loss sy bach jaty hain
    • #3 Collapse

      Re: forex mein taleem zarori h

      Dear friend apka bat tick hai forex ko join karny say pehly yani trading karny say pehly demo account par practice karna zarori hai kio k demo account par practice karny say knowledge our experience melta hai. Real account main kam karny say pehly demo account par practice kary kio k demo account best learning source hai trading k mutalak kafi acha experience our knowledge demo account say melta hai
      • #4 Collapse

        Re: forex mein taleem zarori h

        Is bisness m shro shoro my ham ko apna joi atk acha sa teacher dhondna parhta hy jab ham apna acha sa ayk teacher dhond lyty hy to ham is my kamyab ho jaty hy ham agr is ko sekh kyty hu to ham is my bhot zeada pesy kama sgty hy our us my ham ko bhot zeada earning ho jatumi hy is kam my hamy jitna lerning hy utna hi earni g hy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: forex mein taleem zarori h

          is liyee bsusines k liyee ziad taleem hoona zarror cheez nhee hai is k liyee zarori cheez yeh k hum is bussiness k baraiu mein learning kraian aur is ko seekhainn aur demoo accnt ko istimal kraain aur iske practisee kraain agaar hum yeh kaam kr laitaay haiin to hu ak achaai trader bnn sktaai haiiin...aur tbb he is k zaraiyaai humaain earning shuru hote haain earning se phlaaii learning zarori haaiii
          • #6 Collapse

            Re: forex mein taleem zarori h

            Mera nahi khayal kay humain koi bari ya khas education ke zrurat hai.bas hum achy sy is kay bary main maloomat hasil karain aur demo par zyada say zyada practice karain.us kay baad humain chiay kay bohat ehtiyat sy apny bonus ko use karain.yahan taleem sy zyada is kam ke maloomat hasil karain aur sath main achy say practice karain is kam ke.
            • #7 Collapse

              Re: forex mein taleem zarori h

              Forex trading my ham o talem ki bhot zeada zarleat hktihy jehsy jhsy ham ko is kammy mhnat krna hoti hy wesy hi hamy is my peay bnnay ka pta chalata hy agr ham is kam my mhmay kry ham is my sahi trha sy lerning kry kisi achy bndy sy ya sekh ly to ham is kam.mmy bhot pesa kama.svtty hy wasy to is my lgy rahy kuch bhi nai milta hy ham ko
              • #8 Collapse

                Re: forex mein taleem zarori h

                Bro ap ne acha thread post kya, Forex mein taleem ka koi mayar nai he.
                Ap ko forex ke bare mein knowledge hona chahey, kyun knowledge ke baghir ap forex mein ache trader nai bn skte.Demo account pe ap ki lazmi honi chahey,,phr ap real account pe kam kr skain ge.
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein taleem zarori h

                  Jee dosto forex market min taken itni zruri jtni practice ki zrurt hi es lie sub sy pahly practice ki jay es min jtni practice ki jay kum hi.es kam k lie talem bht ahm kerdar ada ker ty hi her kam k lie practice bht zruri hi.practice k lie knowledge ki zrurt hi. Or knowledge k lie talem ki sekh hi
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein taleem zarori h

                    Dear forex trading kernay kay liye taleem ki koi sharrt nhi hay aor koi bhi forex ko join ker sakta hay laiken itni taleem zaror huni chayi kay forex ki language ko samjh sakay aor forex trading say related knowledge hasil kernay ma mushkil paish na ay baqi profit lenay kay liye forex trading ka knowledge aor experience hasil kerna bhot zarori hay warna profit earn kerna mushkil hu jata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein taleem zarori h

                      forex join karny k liye ziada taleem ki zaroorat nhi ap ko bs itna ilam hona zaroori hai k ap forex ko understand kar saky. Forex ka basic knowledge hasil karna ziada zaroori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein taleem zarori h

                        Bhai es Kam ka liya taleem bht zarori nai ha laken honi chaya q yaha per to AP normal zuban ma bat KR raah Hain aur agr AP ek fundamental trader b banna chata Hain us ka liya apki taleem hona lazmi q ka us ma apko parna parta ha aur agr AP ka pass staleem ha to apko bht sari books mil jyen give forex ke AP wo parh skta hain jis sa apka ilam zada ho skta ha aur AP bht jaldi seekhain ga es liya taleem honi lazmi chaya . Laken trading ka liya zaror ha b aur nai b ha . Jis thra ka b insan ho wo ya Kam lr slta ha sirf apna mind ko use kr ka .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein taleem zarori h

                          taleem to her kisi kay pas zaror honi cahiya.kue kay jab apkay pas taleem hogi.to ap us taleem ki waja say is business ko or achi tarha say sekh sako gay.or ager taleen nahi bi ha.or user ko is forum main kam kernay kay baray main pata ho.to wo is forum ki madad say bonus hasil ker sakta ha.or isi forum ki madad say trading kay baray main knowledge hasil ker sakta ha.ya forum isi liya baniya gaya ha.kay wo user jo english main read ya phir tipe nahi ker sakty.wo sabhi is forum ki madad sy is business kay baray main jan sakin.kue kay ya forum totel urdu main ha.or is forum say trading ko sekhna buhat hi asan bi ha..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X