Dn't give up jab aap success k kareeb hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dn't give up jab aap success k kareeb hain
    Bohat sey traders pehle achi tarah learning nai kartay trading ki skills b nai hoti unkay paas jiski wajah se unkay analysis thek nai hotay wo luck oe trade krk loss kartay hain jab profit nai hota forex chornay ja sochtay hain jab ap ne forex ko itna time dya ap ko kafi experience b hojata ha bs ap ko thori strategy planning ki zaroorat hoti ha ap success k kareeb hotay hain asay mei give up kar dena bewkufi hoti hay just planning ki zaroorat hoti hay aap ko
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

    Forex trading men kuch log kamyab trader banenay k bahd trading chor jatay hen unn ko chahiay k woh trading ko bilkul nah choren iss men profit bahut ziyada hey aur ap ki trade achi chal rahi ho tu iss pe sahee focus karen ta k ziyada profit hasil ho
    • #3 Collapse

      Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

      Bro ap ny bilkul thek bat ki hai..new traders k pas forex sy related koi knowledge aur experience nhi hota hai jis ki wja sy wo market ka analysis acha tarah sy nhi kar sakty hain..aur jb different pairs per trade place karty hain to unhain loss hota hai jis ki wja sy wo disappointment ho jaty hain..New traders ko chahye keh wo Forex ki basics ko achi tarah learn krain aur phir trading start krian
      • #4 Collapse

        Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

        hanji bhai waky asi hi baat hai jab log sucess kay qreeb hoty hain wo isko chor daity hian kyon kay wo samjhty hain kay in ko bss is main sirf or sirf loss hi hona hai is liye isko us time par chorna nahi chaea jab ap kamyabi kay bohat qareeb hon ham appny loss say sekh chuky hoty hain or ham wo mistake jab dobara nahi karen gay to loss bhi nahi hoga
        • #5 Collapse

          Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
          Bohat sey traders pehle achi tarah learning nai kartay trading ki skills b nai hoti unkay paas jiski wajah se unkay analysis thek nai hotay wo luck oe trade krk loss kartay hain jab profit nai hota forex chornay ja sochtay hain jab ap ne forex ko itna time dya ap ko kafi experience b hojata ha bs ap ko thori strategy planning ki zaroorat hoti ha ap success k kareeb hotay hain asay mei give up kar dena bewkufi hoti hay just planning ki zaroorat hoti hay aap ko
          G dear ap ne boht achi bat ki hai. jb hm forex me bina experience k aty hain to loss kar k hm experience bnty chaly jaty hain yani k thokren kha kr. Phir hmen sirf achi planning and strategy ki zrort hoti hai mazaed experience hasil krne or successful hony k lye.
          To dear agr hm us experience ko kam me laen jo hm ne thokren kha kr or loss kr k bnaya tha to boht mumkin hai k hm aik din Successful trader bn jaen or good earning k qabil ho jaen.So,hmen manzil k qareeb pohance kr forex business ko leave nai krna chaey bl k successful hony k lye new Struggle start krni chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

            G billkul may pa ke bat say agree karta ho k forex may kuch log jub be sucess k qareeb pounchty hain to trading choor dayty hain hum ko asa nahe karna caheyh bulkay hum ko cahyh k hum success k bad be trading jari rakhain aur jo be learn karin usay demo per try zaroor karin kau k jub hum koe be cheez demo per try karty hain to tub he success aur loss ka pata chalta ha.
            • #7 Collapse

              Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

              dosto forex trading ma aisy bht sy trader hy jis ko phely kafi loss hota rheta hy lkin wo apni mhenat ko jari rkhty hy lkin jb wo success k kareeb hoty hy or un ko aik akhri loss hota hy to wo os loss sy emitional ho jty hy or apni success k kareeb ja k forex trading ko chor jty hy
              • #8 Collapse

                Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                G Han bilkul trading men khud ko strong bnaen us k baad trading start kren aksar aisa hota hai k logon k pas knowledge to hota hai practice bi krty Han magar there he time men wo khud ko expert samajhne lgty Han aur jald he acha aur ziada kamany ki koshish krty Han jis see alsar logon ko loss ho jata hai is k baad wo apny loss see seekhny ki bjae forex business ko chorny ka sochne lgty Hain in k aisa krna bilkul galat hai un k pas knowledge bi hota hai aur practice ka way bi mojood hai bs Thora sa practice ko improve krny ki zrorat hota hai aise men hopeless ho k job chor dyna bohat bri bewaqoofi hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                  sai baat hai bro ap nay jo baat ki hai I am 100 percent agree with it hum main say aksar traders us waqt is market ko leave kar jatay hain jab hum is market main kamyabi kai kareeb hotay hain lakin humay is cheez ka ihsas nai hota shayad isi liyay disheart ho kar is market ko chor daitay hain. Humay apni koshish kartay rehna chahiyay aur kabhi bhi give up nai karna chahiyay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                    jee sir forex mien aa ker jab hum log dis heart h jaty hien to hamain es mien aa ker yeh her giz na kerna chye agar hum es mien aa ker dil chor det hien to hamain es mien loss ho sakta hai es lye hamain es mien bhut zayada hard work kern ho ga or yeh hard work km aa sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                      aksar log jab sirf hope pe trading kartay hain uss time lazman ye issue ata ha k wo dil bardashta hojatay hain k unasey best working nahi ho rahi forex ko leave karnay ki soch bana letay hain so jab ap ney forex ko kuch sekha mazeed behtri k liye jana ha ap success k kareeb he hotay hain leave karnay ki soch nahi karni chaiye
                      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                      Please visit my trading journal from here
                      • #12 Collapse

                        Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                        himat harna apki nakami hai wohi log kamyaab hain jo himat nahi harty agar wo kabhi nakaa bhi hon to wo apni mistakes ko clear krty hain and mehnat krty hain agar ap himat haar do gay to kaisay kamyaabi hasil kro gay try again and again jab tak apko apni manzil na mil jaye try krty raho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                          Dear main to kheta hun jo banda is main eik bar aa jaye os ko wapis nai jana chaiye forex agr hume nuqsan deta ha tu hume menat kr k hume nuqsan ko munafey main badla chaiye tab hi hum is main successful ban sakte hein daily analysis ko dekhna chaiye demo account ko zada se zada time dein practice krein pair ki movement ki zada
                          • #14 Collapse

                            Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                            Dear ap thek keh rahe ho forex ho ya koi b business jab ap es mai give up kar do gy tu ap no doubt es business mai loss kar do gy lehaza ap ko aysa nhn karna bal k ap ko mehnat karni hai seekhna hai es business ko ta k ap ko aage chal kar mazeed behtar earning ho jaye aur ap acha earn b kar lo aur mehnat ko b ache se le kar chalo aur reward gain karo...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dn't give up jab aap success k kareeb hain

                              jab hum market main kam karty hain to is main give up nai karna chahiye hota hay kun kay hum jab itni der mehnat karty rehty hain or humain acha profit nai hota hay to lose ko man lyny say koi faida nai ho ga so market main active ho kar kay achi learning kar kay humain aooni success ko yakeeni bana ho ga na kay loss accept krna ho gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X