Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?
    Of course halat ko daikte howay he trading karni chaheye yani jab halat kesi trade k leye favourable ho taab he trades lagani chaheye warna wait karna he behtar hai so trading mai es baat ka khoob khyal rakna hoga har kesi ko k jab halat kesi trade k keye sazgar ho taab he market mai enter hona best hai otherwise market say door rehna apkay leye ik best option ho sakta hai so jitnay be traders hai khwa wo new ho ya old sub ko ye strategy follow karni paregi q keh eskay based par he success milegi...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

    Dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading mn trade lganay sa pehlay market k halat ko achhi trh read krna chayay agr market profit ki trf ja rhi ho to trade lga den chayay agr market loss ki trf ja rhi ho to wait krna he behtr hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

      dear forex mai akm kerny ky liya ap ko 2 kisam ky halat ka khiyal rekhna perta hy pehly halat jis ka hm logo ko samna kerna perta hy wo ap ky wo halat hoty hy jis ko hm log forex ky sekhny ky hawaly sy yad kerty hy yani jab ap is ko sekh ker nahi kerty hy tu ap ko kafi mushkil ati hy tab ap ka loss bi hota hy tu ap per wo ik halat hoty ager tu ap un mai sy nikal jaty hy tu best hy us ky ilawa trade ky halat hoty hy or wo tabhi aty hy jab ap ko koi khas market mai move nahi mily tu aptrade lagha ker saman kerty hy 2no halat mai mukabla kerna best hy.
      • #4 Collapse

        Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

        Dearfriend tradinv go hy wob market k halat k motabeq karna hy best hy gab ap koy order opon kar rahy hoty hain to as say pahly market k halat ka motela karty hain oher achay say analeses kar k aoni trade opon karty hain aur asa na karny ki sorat main ap kameyab trader nahi ban sakty
        • #5 Collapse

          Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

          G my dear sir ap ne theek kaha hai jo trader b halat k muabik market k sath chaly ga wohi successful ho sakta hai. Q k agr hm market ko smjhy bina or strong signals k bina hi trading start kr daity hain to hmen boht big loss ho sakta hai. By the Way, hm apne analysis ko good bna k or market k conditions k mutabik chal k successful ho skaty hain.

          Is k ilawa hmen us country ki political and economical condition pr b nazr rakhni chaey jis currency pr hm trading laga rahy hain.So, Hmen forex business me successful hony k lye boht sari chezon and requirements ko daikhna parta hai. Tab hi hm is market se sahi indaaz me faida utha sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

            trading krte wqt ye zaror dekhein k is wqt market ki pozeshan kya h or market is wqt kin halat mein h ye sb koch samne rkh hm tradeing krein or ek bre loss se bch skein
            • #7 Collapse

              Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

              Dear ye bat sahi hai ky trading app jab chahin nhi kar sakty trade krany sy oehly app ko markeet ke moment dakhni parti hai achy sy anylize karny ky bad he app ko oata chalta hai ky es waqat trade karna sahi rahy ga ya nhi ager app ko wait karna hai to app ko wait karna pary ga sahi time par he trade karni ho ge tab ja kar he app ko lrofit mily ga ager app sahi time par trade nhi lgain gy to ho sakta hai ky app ko profit ho b jaiy likn wo profit boht kam he mily ga blky app ko kuch loss b ho sakta hai
              Es liy trade krany ka b ek waqat hota hai app har waqat trade nhi har kar sakty
              • #8 Collapse

                Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                agar hum forex trading main khoob money mangement karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time dainay main bhi he faida hota hay jitan ziada humary pass trading ka knowledge ho ga profit bhi market main hum utna he hasil kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                  forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                    han G ap ne theak bat ke hye agr hum achi point ka wait karte han phr trade lagte han to as se hum ko acha fayda ho jata hye agr hum bar bar bohat sare trade lagte han to hum ko on me acha fayada nahi hota hye agr hum forex me sabar se kam lete han koch time me hum ko lagta hye ke agr as point pr makrt aye gi to as se phr down ja sakte hay to hum ko chahye ke os point ka wait karan ya pending trade laga kr chor dain as se hum ko acha fayada ho jata hye jo as me sabar se trade lagte han wo zayda trades lagne wale se zayda earn krte han ye dekha gaya hye as markt me
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                      Forex trading main trading kay liye trader ki marzi nahi chalti. trading kay liye market kay halat ko dekhna perta hay kay market is kabil hay bhi kay is main trade ki jaye. baaz dafa market trading kay liye ko entry nahi deti hay to is kay liye trader ko wait kerna perta hay ya phir kisi aur pair ko dekha jata hay. aur tab trade ki jati hay jab koe entry point milay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                        Yeh Baat Kiya aapne bilkul theek kahi hai ke Hame risk Lene se pehle learning kar leni chahiye Jitna Jyada Hum Log learning kar lenge Hum Hai Jiske bhi kaam karna ho jayega Mara risk level kam ho jayega learning ki wajah se skills developed Ho Jati Hai Kisi Se Bhi emasculated Maruti related information de sakte hain kaise kaam Karti Hai Jaise Jaise market ki movement hoti Hui Hame Nazar Aayegi achievement kar sakte hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                          yes dear trading hmaisha markeet k hlaat ko diakh kar karni parti hai kyon k jab market main mandi chakl rahi ho aur slow movement ho rahi ho tu tab ap ko market main trade nahi oepn karni chaheay tab ap ka order phans skta hai markeet main tab he enter hona chaheya jab market main fast move ho rahi ho tab he ap ko acha earnb kar k day skati hai markeet.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                            Jee hain market ko situation ko dakh kr jb aap ko lgy k ab trade lgana aap k luy thek ha tb trade lgain or jald bazi kbi bhi na krin trade wait kr k lgain or trade lga kr bhi wait krin close krny man bhi jald bazi na krin abi target ka wait krin thoda profit dakh kr trade close krny man jald bazi na krin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading humesha halat k mutabiq karna parti hai?

                              Assalamualaikum dear friend ap ki bat bilkul theek hai ke Hamesha tried karte waqt market ke halat ke mutabik kaam karna chahiye Agar market Forex trading main marketPehle read karna chahiye Agar market profit ki taraf ja rahi ho toPhir tried Lagani chahiye Agar Los ski taraf ja rahi ho he tried nahi Lagani chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X