Most repeated mistakes in forex!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Most repeated mistakes in forex!
    Dosto men kuchh mistakes ka zikr krta hoon jo k most commonly traders repeat krty hen, tp/sl adjust na krna, trend k khilaf jana, lot size bara rakhna, chart news etc study na krna, zeyada profit k chakar me ulti seedhi ghair sanjeeda tradiing krna, ye kuchhh common ghaltian hen jo k forex traders kr jaty hen aor in ki waja se loss ka samna krty hen, ap ia baary me keya kehtyyy hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Most repeated mistakes in forex!

    G bilkul aap baja fama rhe hho most of peppeo yahi mistakes repeat krte hain aur issi mistakes ki waj ase hi loose rehte hain
    Hamen koi bhi tade without stoploss k bilkul bhi open nhi krni chahiye agar ham without stoploss k kaam kren ge to tab ham kamyab nhi ho paen ge hamen stoploss ko active krna bahot hi zaruri hota hai
    Issi tarah se takeprofit bhi hamare liye bahot ziada important hota hai hamen isse bhi zarur apni trading men shamil krna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Most repeated mistakes in forex!

      Forex trading men woh log jaldi fail ho jatay hen jo apni ghalti ko door karnay ki bajay bar bar repeat kartay hen jiss ki waja se musasal loss hota hey jiss ki waja se account wash bhi ho jata hey iss liay loss se seekhtay huway hamesha pichli ghalti ko theek kar k trading shuru ki jay ta k dobara loss nah ho jay
      • #4 Collapse

        Re: Most repeated mistakes in forex!

        dear brother ap bilkul theek kha rhay ho hum in mistakes kie waja sa loss kerta hay or jo bhe ak porfshinal trader hota hay wo in mistakes ko kabi bhe ni kerta or hum ko chay k hum apni hur trade ko displines sy keray .
        • #5 Collapse

          Re: Most repeated mistakes in forex!

          Sb sy bri ghalti k ek bar loss hony k baad bi again again trade lagana k may be ye profit mn chali jay.
          Jb loss ho to trade ko close krny mn dair krna k may bi abi positive side ho jay.
          Es waja sy bi bht nuqsan hota h. Jb b loss mb jay, udr hi close kr dain. New trade sy pehly market ko analyze krain
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Most repeated mistakes in forex!

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waheedakbarkhan پيغام ديکھيے
            Dosto men kuchh mistakes ka zikr krta hoon jo k most commonly traders repeat krty hen, tp/sl adjust na krna, trend k khilaf jana, lot size bara rakhna, chart news etc study na krna, zeyada profit k chakar me ulti seedhi ghair sanjeeda tradiing krna, ye kuchhh common ghaltian hen jo k forex traders kr jaty hen aor in ki waja se loss ka samna krty hen, ap ia baary me keya kehtyyy hn.
            G han dear ap ne bilkul sahi mistakes btai hain jo majority or forex traders krti hain. Q k ye business hi aesa hai jis me insan apne Greed k emotions or jalzbazi ki nature se bach nai pata hai. To wo stop loss is fear ki waja se set nai krty k jaldi Sl hit na ho jaey .Or take profit set na krne or big volume and risks me trading k pechy Greedy emotions hoty hain k jald hi ziada profits bn sakey. etc.
            Jb k ye sb aik Business k rules k b khilaf hai is market me hm sirf business rules ko follow kr k hi successful ho skty hain. Otherwise,Ye mistakes hmen big loss b day sakti hain or hmara account b wash kr sakti hain.So, hmen in sb mistakes ko avoid krna chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Most repeated mistakes in forex!

              Maray khyal say forex may most repeted mistake yh he ha k hum stoploss use nahe karty aur jub he hum ko be trade loss karty hain to jaldi may dosi trade put kar dayty hain k hamri dosri trade recover ho jaye es leyh better ha k hum ko cahyh k hum forex may jo be trade karin fresh mind say karin ta k future may koe nuqsan na hoo hum ko.
              • #8 Collapse

                Re: Most repeated mistakes in forex!

                Han ye hamri sab se bhri mistake hein hume inko control krna chaiye hum zada tar big lots size ka use krte hein jis ki waja se hamra account wash ho jata ha hume is main zada tar apne emotional ki waja se lose hota ha sab se phaly apne emotional ko control krein is k bad chart ur analysis ko fallow krein phr market main trading k liye aye
                • #9 Collapse

                  Re: Most repeated mistakes in forex!

                  Dear aik he mistake hai os ko lalach bolte hain muje milaa k boht se log hain yahn jo es business mai lalach kar k es business mai loss karte hain aur har bar wo yhi karte rehte hian lehaza hum ko aysa nhn karna chahiye ta k hum ko kabi b es business mai loss na karna pare aur hum acha earn b kar lain...
                  • #10 Collapse

                    Re: Most repeated mistakes in forex!

                    forex trading main humay kam say kam mistake karni chahiye kyun keh agar hum esmain kam galtia karen gay to humay market main nuqsan ka khadsha bhi kam say kam hota hay aur humay es business main khoob time daity rehna chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he achi earning kar sakty haya ur market main safe earning kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Most repeated mistakes in forex!

                      forex mai hamy aik galti ke waja sy hamy loss hota hain or jab hum aik he galti ko bar bar repeat karty hain to hamy loss hota rahta hain hamy apne galityo ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Most repeated mistakes in forex!

                        Forex main sab say zayada repeate ki janay wali mistakes bhot sari hain. lakin wo jo boht zayada aur boht say trader kertay hain wo mistakes yeah hain.
                        1. Trade laganay main jaldi kerna.
                        2. Stop loss na lagana
                        3. Trading analysis kay baghair kerna
                        4. Trade setup kay baghair trade lagana
                        5. Trading strategy ko follow na kerna
                        6. Trading strategy ka na hona
                        7. Trading plan ka na hona
                        Is trah kai aur bhi boht si mistake hain jo kay daily base per trader say ho jati hain. ager in ko control kia jaye to trading achi ho sakti hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Most repeated mistakes in forex!

                          forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota or jab hum aik ke mistake ko bar bar reapet karty hain to hamy musalsal loss hota hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamra koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X