over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    forex trading me over trading karna isy lalach b kaha ja sakta he or is k ilawa ye un logon k liy best way he jin ka experience bohat zyada he or aik time me wo aik sy zyada trade kar sakty he is tarha wo apna loss kar sakty hen ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      mere dost forex buasiness main jo log over trade krty hy wo buht hee zeyada risk lety hy zeyada tr to acount ko bhee loss kr dety hy to cahye k kam volium ki trade kren yeh hee behtr hy,,,,
      • #348 Collapse

        I think over trading means sometime we make the trading and trade fell in loss and due to emotions we make the more trading, and we fail in the trading, so we should control our emotions and over confident if we want to make successful and good trading.
           
        • #349 Collapse

          Forex trading me over trading wo hoti hai jab koi trader extra lots ya extra volume laga deta hai jis ki waja se us ko loss ka risk barh jata hai or free margin me kami ho jati hai. Is liye trading ko chahiye k wo over trading mat kare or sabar k sath choti choti lots laga kar chota chota profit earn kar k apny account ka free margin barhaye.
          • #350 Collapse

            over tarading jaisa k naam se hi zahir hota ha k ziada se ziada trade ki koshish karna lihaza agar to aap koi soch camajh kar trade kar rehe hain to phir is ka faida hasil kar saktey hain aur agar greedy ban k ya beghair kisi plan k to zahir ha aap ko nuqsan hi ho ga
            • #351 Collapse

              That is the truth it is not good for some one to over trade because it will make him to loss al most all times so it is very good for you to be very focus to make good progress at any given time
              • #352 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tokunbo2244 پيغام ديکھيے
                That is the truth it is not good for some one to over trade because it will make him to loss al most all times so it is very good for you to be very focus to make good progress at any given time
                trading karna sahi baat hai lekin over trade karna sahi nahi hai iss me aap ki equity ko bohat khatra rehta hai so aap ko chahiye ke over trading kabhi na karen hamesha equity ko dehan me rakhty hue trading karen .
                 
                • #353 Collapse

                  dear overtrading se murad ek sath ziyada trad lagana hai is taran humen loss bhi jaldi hota hai aur profit bhi jaldi hota hai new traders ko ek time me sirf ek trade lagani chahiye
                  • #354 Collapse

                    agar aapke pas acha experience nahin hey aur aap is main experience se ziada trade laga rahey hain to iska matlab aap is main over trading kar rahey hain aur forex main over trading alwasy greedy hi hota hey aur hum is main totally fail hi hotey hain.
                     
                    • #355 Collapse

                      Over trading ka matlab hota he kay aik waqt mein boht ziada trades open karna, jo k boht nuksan deh or high riskty trading hoti he, over trading se kuch pips negative mein chali jain to ap ka account wash honay ka khatra rehta he.
                         
                      • #356 Collapse

                        over trading se murad ye hai ke ap ka jo target tha wo pora ho gya ya ap ki equity aur experience ke mutabik ap ko us din earning mil gai lekin ap greed mein a jate hain aur trade krte chale jate hain to ye over trade ho gi
                        • #357 Collapse

                          acha trader wohi hota ahy jo target pe chalta hay jab target se above jao gay ap target kharab hoga over hojay ag forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
                          • #358 Collapse

                            dear over trading se murad ya ha ke ap aik he time mein aik se zhada trading kare yani ager ap ki aik trade lagi ha tou ap is ke alwa koi r be trading laga le mere khayal mein hmein asa nai karna chaye q ke ya aik risky kam ho sakta ha
                             
                            • #359 Collapse

                              over trading sy muraad meray hisaab sy to ye hai k jab aap ki equity neechay jaanay lagay or aap loss py loss kr rhay hain to aik waqt aata hai k aap ko sochna parta hai k trade ki jaye ya na ki jaye. lekin us waqt b aap trade py trade kr rhy hon to wo zyda over ho jata hai issy over trading kehty hain i think.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                mer nazer main over tarding sy ye mrad hai ky jab market main tarde ke postion na be ho tu per be ap tarding ekrny lag jaye tu per ap ko loss ho ga au overatarding be yani her waqat tarde he nahe kerna chiye forex tarding main
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X