over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    over trading se murad mere mutabiq ye hai k 1 se ziada trade open kar dena 1 he account pe aisa krne se ap account wash kar skte hain new trader ko 1 he pair pe 1 he trade open krni chahiye 1 se ziada trades open nai krni chahiye
    adnan ahmad riaz
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      Over trading se murad ye hae k had se guzar jana aur kisi bhi cheez ki ziaditi to admi ko aksar nuqsan hi deti hae is liay bas itni hi trading karna chahiay jis ki takleef ap afford kar sako.
      • #1668 Collapse

        over confidence ko sirf wohi traders jantay hai jo abhi say forex main earn kerna shuro hovey hai kio k ager koi forex main new hota hai aur 1 waqat dianay k bad jab wo forex say earn kerna shuro hota hai tou usay hood pay bohat confidence ho jata hai phir wo ye semjhta hai k main market ko janta hoo jab k aisa nahi hota aur wo beri lots pay ya ziada trades open kerta hai.
        • #1669 Collapse

          over trading bar bar kari jane wlai trading ko he bolte hain agar lalach me par kar kaam karen ge bar bar trading karen ge is business me to woh aap ki over trading ban jaye gi us ka bohat nuqsaan bhi uthana par sakta hai is lye aese koi risks nahi lene chahiye .
          • #1670 Collapse

            Do not rush immediately to invest large sums of thinking that you are a super-trader (a couple of successful deals vskruzhat your head and you can think so) best sum that you do not mind if something happens to lose, and Good Luck
            • #1671 Collapse

              over trading se murad ye he ke ap ziyada confidence nahi ho ager ho ga to ap ko total loss hoga aur phir ap log is me lalach ker ke loss ya account finish ho jata he ap ko chahiye ke apna daily ka target rakhen aur phir is business ko read kar ke achi knowledge hasil ker ke profit earn karen
              • #1672 Collapse

                Over Trading yani ap ko trading munasib time or munasib ak time mai trading krni chahiye ta k ap ko loss na ho jis ki kuch samajh ho k yahan aisy trading krni hay tb hi kren. Fazool krengy nuksan hoga.
                • #1673 Collapse

                  ager ap ek he time pe kafi trades ek sath kar rahe ho to is ka matlab over trade he is ka bohat nuksan he kiyun ke ap apni har trade ko watch nahe kar paen ge asa sirf tub he karen jub ap ko yaken ho k ap ise handle kar sakte hen
                  • #1674 Collapse

                    over trading ak wot ma ak sa zaerda tarder lagana ka nam ha some time tarder bohta he porfit wale hote ha are some time loss b ho jata ha as la kam karta wot as bat k kyal hona chia k forex ak ais buianess ha k as ma sa hum ko loss b hota ha are porfit b achie hote ha as la tarde lgata wot over tarding ko yad rkhna chia
                    • #1675 Collapse

                      g bilkul sahe kaha apne mere bhai forex international me over trading ousy kehty hen jisy hum apni money management k over bhhhht ziada over trades pe trades lagay he rahyty hen ousy kehty hen.
                      • #1676 Collapse

                        Jab hum apny account balance ko daikhy bina trade karty hay to humay market main loss he hota hay bs humay chahiey chahiey apny balance ko manage karnay kay baad he trade karen ta keh esmain safe trading kar saky
                        • #1677 Collapse

                          Over trading ka matlab hy keh aap ko aik suitable profit ho gia hy aur aap mazeed profit lenay key chakar main hain aur isi chakar main aap pehlay wala profit bhi zaya kar detay hain. Hamain over trading sey dor rehna hy aur jo profit hasil ho gia hy us par sabar aur shukar sey kam lena hy.
                           
                          • #1678 Collapse

                            over jis say murd hai zada is main over trading say murad hai zada kr daina trading ko is main hum kum time main ik hi account pay bar bar trading krty hain jis say humy ko is main loss b ho jata hai to hum nay ye over trading vala kaam nahi krna
                            • #1679 Collapse

                              bhai aik time main aap aik say zyada order jo lagaty hain matlab aik say zyada trade lagany ko over trade kehty hain, over trade karna achi baat nahi hai us say loss ka zyada khadsha hota hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                dear over all jo dikha gya ha to agr ap log tradning ko bhot e zyaada krta ho mtlb ka bhot zyada trades oppen krta ho and then en ko close bh krta ajata ho to real mn yeh ek bhot e ghlut bat ha dear abat yeh ha kaf forex mn tradning thori krn but achi e krn to behtr ha dear i think so baki ap ki marzi ha g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X