over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    je over trading se murad aik waqt me aik se ziyada trade kerna sometime ya achi bhi hoti he jab trader over trading se apna loss recover ker lete he our sometime is se trader ke loss me izafa hota he no over trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      dear over trading se sirf aur srif ap ka risk zyda ho ga aur at the end ap loss kar jao gy es liye mehnat kar k seekho ta k ap ko acha faida ho aur ap apnii life ko enjoy kar skao aur acha earning b kar sako...
      • #1593 Collapse

        if the traders are doing trading all days and nights without having any break then it means they are doing over trading which is not good for your health, so make a time table for your trading and always make space to take rest which is necessary for your mind
        • #1594 Collapse

          ji haan main ao se agree arta hoo k forex business mai humein greed se bachna chayeh hameha kun k greed se hum lose hi kar sakty ha bas kyeun k greed bht buri cheex hain and is busness mai toh bilkul hi nahi karni chayeh ..
          • #1595 Collapse

            over trading se murad mere dost jo mujhe samajh mein ati hae woh ye hae k trading ki hadon se aage guzar jana yani apna deen mazhab hi trading ko samajh lena kiunk kisi bhi cheez ki ziaditi insan ko kharab kar deti hae.......
            • #1596 Collapse

              Forex trading me over trade bahut khatarnak hoti he or wo aisy k jab apnki aik trade ghala lagti he or loss me ja rahi hoti he to us ko cover kerny k chaker me jo dosri lagti he to wo over trade kehlati he
              • #1597 Collapse

                Over trading us ko kahty hain jb hm is business me aik waqt me zyada trades lagany lag jayen is ko over trading kahty hain isi liye hmen chahe k hm aik waqt me aik hi trade lagaya kareen kyun k is se hm is business me kafi loss se bach skaty hain
                • #1598 Collapse

                  Assalam o Alaikum
                  dear friends over trading se murad 1 se zaid trading hain yehi aap ko ager pakka yaqeen ho k hamari trade profit mai jaye gi to us yaqeen pe log usi pe mazeed trade lga dete hain jis ki badolat kuch lot to sach mai profit hasil krte hain or kuch log es se nuksan b uthate hain ye profit or loss market k rukh pe munhasar krta hai.
                  • #1599 Collapse

                    bhai mere kheyal se over trading ka matlab hai k ek waqat me 1 se zeyada trades lagana ager koi expert hai to us ko is se faida hoga lekin sb ko is se faida nahi hota is se loss b hota hai.
                     
                    • #1600 Collapse

                      dear friend me yeh samajhta hun ke forex trading mein over trading loss ki sab se barri wajah hai, jab ham apne target se zyada trading karte hain to ussay over trading kehte hain or iss ko karne se hamen lossho jata hai.
                      • #1601 Collapse

                        forex me short time me quick earning karna chahte he aur is chakar me loss pe loss karwate he over trading se loss he hota he yani over trading nahi karni chahiye
                        • #1602 Collapse

                          Bhi jan forex treading business may over treading say murad hay aik time may aik say zada treading krna our earning kamana kabi kabi hamay loss be ho jata hay over treading say our foreX treading may over treadingko zada earning hasil krna k lia use ki jata hay forex treading aik best online business hay
                          • #1603 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum over trading say murad bhai jan ye hoti hay kay ap jab be koi trade open kartey hen aur wo thora loss me chali jati hay to ap us loss ko pora karney kay liye aur trades be open kar datey hen ye over trading hoti hay aur is say ap ko mazeed loss ho sakta hay.
                            • #1604 Collapse

                              1 time me zeyda trade open karna or zeyda lot size use kar k risk leny ko hi over trading kehty hey hamy kabi b over trading nahi karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                Salam Dosst OVer Trading Ka JO ap ka Thread Post hai BOhat achaaw hai Or mai Aaap kO Bataadeta hun K OVEr trading se kya murad hai isssey murad hai K Din Mai zada trading na lagaye 4 5 zada nahin warna Danger Hoskata hai Account!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X