over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    g over trading se murad ha k ager ham aek target set kerte hen aur usy pora b kar lete hen lekin ham lalch kerte hen aur mazeed trading karte jate hen to isy over trading kahte hen is liye humen aesa nai karna chahiye aur target k mutabiq kam karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      over trading mean you got exhauseted and are not able to trade but even then you trade then you are doin over trade.I think this is over trading in my meaning.
      • #1233 Collapse

        grams more than buying and selling ze ye murad hain nited kingdom ap zyadaa buying and selling karty hain yani nited kingdom cash mangemnt nited kingdom sath buying and selling nahi karty uss sey zaydaa karty hain is actually primary faidaa w hain aur nuqsaan w apkaa accounts clean w ho sakta hain overtrading ze therefore bhai meraa yahi mashawraa ahin nited kingdom disregard more than buying and selling.
        • #1234 Collapse

          Over trading say murad ha k banda over jb aik order say profit gain kar laita ha to wo emotional hu jata ha. aur greediness increase barh jaati ha. is leay hamay trade karnay say phelay over confidence nai huna chaheay aur market ko deeply search kar k hi order place karna chaheay ta k achay result niklay.
          • #1235 Collapse

            Over trading se murad ye hai keh hum aik dafa jab profit kar lain aur us kay baad ziada earning kay chakar main parh jain to is ko over trading kehte hain aur is ki waja se baz awqat kafi loss ho jata hai lehaza is chez ka khiyal rakhan.
            • #1236 Collapse

              Bhai jan over trading ka matlab ha zarorat say ziada trading jab ham ziada trading kartay hain tu hamara profit b loss main badal jata ha yahi nuqsan ha over trading ka.
              • #1237 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
                over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
                sorry brother mjhe over trading k baray ma koe information nai h many abhi taktrading naiki h ma forex ma aik mah qabal hi aya hon ap kesi aisay trader say bat kren jo trading kr chuka krta h or acha profit earn kr rha h wo hi ap ko over trading k advantage or disadvantage ka pta sktay hn
                • #1238 Collapse

                  g janab over trading se murad ye hai k jab aap apni mutalka trading kar chuke houn or aap zyada se zyada profit k chakar mai exta trade kar rahe houn but zyada tar iss ka profit kam or loss zyada hota hai.
                   
                  • #1239 Collapse

                    over trading ke bohot hi ziada nuqsanat hotey hain aur is se hum forex business main achit rha se kamiyab nahin ho saktey hain aur hum always achey patience ke sath achi trha se trade karen to is main kamiyab hotey hain.
                     
                    • #1240 Collapse

                      brother yahn par over trading sy muraaad hai k aik, sy zayadah trading aik wqt par lagana esa karna aksar theak rahta hai but agr apky pass zayadah experience ne hai to apkoyahn par bohat loss ho sakta hai so soch samjh kar trade karain
                      • #1241 Collapse

                        assalam o allikum j i think over treding say haa mureed ha or yaa wo cheez ha jo aik time aik say zahada kam karana or yaa good bi ha or bad bi mery khal ma to yaa ak qisam ki lalach ha bas jo hammy loss day sakti hai,
                         
                        • #1242 Collapse

                          over trading mery khal ma too ya ha k aik ay zahada trading hai yaa wo cheez ha jo achi bi ha or bad bi jo hammy loss dati ha or hmmy is say mery khal ma to perhazz karna chahey thans ha mje to over trading greed lagti hai.
                           
                          • #1243 Collapse

                            jahan tak ke over trading ka sawaal ha to over trading se muraad ha ke iss kaam ke limits se zyada posts krna iss kaam main aap ko earn krney ke liye iss ke ruels ko bhi obey krna ho ga nahi to aap kabhi bhi iss main profit haasil nahi kr saktey gen aur iss ke rules ke mutaabiq aap ko forex trading main daily ki kul fifty posts krna hoti hen nahi to iss se zyada waali posts over posting main shumaar hon gi
                            • #1244 Collapse

                              dear bhai jan over trading se morad jis jgah per ek entry lagane ho wahan per 3ya 3 entry lga do mere khial men es treke se admi 59$ men a jata he loss bhe big or profit bhe big es se bachna chahie forex men risk nhe lena chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                over trading sy murad 1 he time ma bth sary business karna is sy hmara mind ik kam ki tarf ni hota different kamon ma involve ho jata ha jis ki waja sy hmari attension kci ik kam ki tarf ni rati or hman loss ho jata ha is sy bathar ha k hum ik he business karn jsy full attension dan tu hum us sy b profit earn kar sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X