over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
    over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
    Over trading sy murad hai k time time main ziada trade krna aksr logon k sath aisa hota hai k wo trade krty wqt ziada loss ho jata hai to over trading sy wo loss recover ho jata hai aksr oer trading krny sy aisa hota hai k profit ki greed main or ziada loss ho jata hai so over trading its luck
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
      over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
      over trading sa mera khyal me fida me rehte hnge is say nuqsan q hna ha means jitna paise kmao ga paisa utha he burhe ga han agr loss khaya to paisa phr kum bh ho skta ha.
      • #1218 Collapse

        is sa moraad ak haad sa zayada trading ka kaam karna is sa hamain zayada faida hasil hota ha or kaam b asaanin sa ho jata hain or beeeeest
        • #1219 Collapse

          bhai jaan over trading se murad aik trading se ziyada trading karne ko kehte hain jab ham aik din mai had se ziyada kaam karte hain to is chakkar mai hame loss bhi ho sakta hai .......
           
          • #1220 Collapse

            G Bhai Boaht E Acha sawal H
            Over trading Means K Had se Zyada Trading KRne Jis waja se Agar tukka LAg JAeye To Profit b zayda Hota h PAr Jesa K dekhne Mai Aya hai boaht se logon ko over trading se Loss Zaydaa Dekhne MAi Aya Hai JAb k Kuch ko sirf profit dekha gaayaa HAi % kuch esi h 85% loss Kra h logo ne or 15% logn ne profit liya h over trading se to behtar h k over trading se parhaiz krna chaiay
            • #1221 Collapse

              Yes of course that we are avoid the over trading. Because that the over trading is not a good way.
              Because if we are over trading in the fprex market then we can not earn the no eye in this market.
              May be we are face the losses in this market.
              • #1222 Collapse

                ak se ziada trade krna orver trade kahtay hai y kabhi theak bhi hoti hai or kbhi wrong but y sub trader per depend krta hai k wo kia krta hai kiu jb bhi loss hota hai trader ki apni mistake ki wja se loss hot ahai es lia forex business jb bhi work kia jaye apni all mistake ko contorl kr k kia jaye.
                • #1223 Collapse

                  our trading say yeh conform hota hai dear brother k ap ko subs ay pehlay learning karna ho our pher ap ko trading our jub trading karo gay tu apnay learning par depend karo gay k us may may nay kuch learning kiya ta over trading k baray our who hota hai k ziyda trading karna day may
                   
                  • #1224 Collapse

                    trading se murad aik time ma aik se ziada trade krna some time ya achi be hoti hai apni equity kay hisaab say zyaada trades open kar daity hain or hamary pass free margin kamm reh jaata hai
                    • #1225 Collapse

                      Over trading bad hai is se nuksan hote hain means over trading k bohat ziada aik k bad aik trades open ki jati rahen or is mein mistakes k chances bohat hote hain or is terha means over trading nahi kerni chahye.
                      • #1226 Collapse

                        over trading se muraad ye hai k ap fazool mein trades mat rte rahein .. begair sochain samjhain trades mat krain... slow n steady with planing trades krain takay ap faida b hasil kr sakain...lalch mat krain....
                        • #1227 Collapse

                          over trade se murad yeh hai k jab hum zayada trade karty hain ya to high lot ke and ya phir jab hamain ek din main acha profit mill jaye to hum zayada k lalch main a jaty hain and again trade laga daty hain over confidence main a kar jis ke waja se loss ho jata hai..
                          • #1228 Collapse

                            forex tarde kay buinsess mei overtarding say yemurad hai kay jub ap apnay tareget say zayadah ki tarding kar letay hia is ko hi over tarding kaehtay hai likin is buinsess mei aisa bilkul bi nai karna chieyb
                            • #1229 Collapse

                              Dear sir hum aik hi waqat mian bohat si trade open kar detay hain es say hamara capital margin kam ho jata hay, es say hamari trade market ki movement ko bardashat nahi kar sakti aor result mian loss ho jata hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                over trading ap ka liya bht harmful aur dangerous hai jb ap 1 sa zada multiple pair pa trade karay gay aur zada risk lay la gay aur market ap ki trade ka opposite ho tu ap ko zada loss ho ga aur ap emotional ho jay gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X