over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    han g bilkul forex ke business me over trading se murad hy ke hum aik time me aik se zyada trade open ker lety hen or kafi zyada margin use ker lety hen or jis ki waja se hame kafi profit bhi ho sakta hy or loss bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      Trading ka duran ap ko aik achivement honi chaye. overtrading sa praze karna chaye is sa naqsan ka chance kafi zeda hote hain. jab ka profit ka chance boot kam hote hain. mara apna tajarba ha ka overtrading hamasha hi naqsan ma rahi ha. so overtrading is a greed.
      • #1068 Collapse

        Shyed is k mtlab eeh k ek trade main ziada wait nai karna chaiyeh , agr apko thora profit ho jata ha to us ko ziada k chakar main nai chor dena chaiyeh aur profit per trade close kar dena chaiyeh , aur na hi ek trading main ziada loss karna chaiyeh, shayed yehi mtlb hoga..
        • #1069 Collapse

          over trading say murad ye hai aik wakt main aik say ziada trading krna is kj faide bhi hain nuksaan bhi jab insan koi aik kam krega to us ki sari tawju us main hogi or wo us ki achi trah dekh bhal kar sake ga
          • #1070 Collapse

            bhai over trading se muraad hai k aap ne aik trade laga li aur profit b kama lia lekin aap ka dil chah raha ho k aap aur trade karo phir is kisam ki trading ko over trading kehtay hain. kabhi kabhi insan profit kama leta hai lekin over trading k chakar mein apna loss b karwa leta hota hai is liye meine kabhi b over trading nahi ki.
            • #1071 Collapse

              over trading se murad hai ak time me ak se ziada trading krna. lykin phr ap ko market pe ziada focus rehna paray ga. aur ap ko market me ziada practice aur time ke zaroorat ho ge. so depends upon you.
              • #1072 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: asad12 پيغام ديکھيے
                meray bhai jaan meinn tou over tarding ko samjhat hoon k yeh woh trade hoti hai jo apne target ko acheive kerne k baad ki jaye iss ko hum over trade keh saktay hain meiin iss se acha profit bhi hasil ker raha hoon..
                agar ap ek he time pe kafi trades ek sath kar rahe ho to is ka mtlb over trade hai is ka bohat nuksan hai q k ap apni har trade ko watch nahe kar paen ge asa sirf tub he karen jub ap ko yakeen ho k ap ise handle kar skte hain.
                • #1073 Collapse

                  over trading se muraad ye hai k ap target se zeayda trade kar leta hai matlab ap ne ak day ka tradeget rakh hai k ap 50 dollar kamae gay tu ye kamanay k baad be ap aur kar det yahai jis se profit ya los sho jata hai ye over trading esi tarha se over posting be hoti hai
                  • #1074 Collapse

                    brother over trading say murad hay ka app aik time bhot trading start karthy hay jis say ap ko baz time kafi fida bhi hasil ho jatha hay laqan zayda tarah as say nukshan hi hota hay
                    • #1075 Collapse

                      dear jaisa kihh overconfidance hy bilkul isi tarh overtradeing hy is mee ham tardeing pe tardeing karty haien or yeh nahien ndeikhty haien kih yeh tradeing hamary lkiy best hy ya kih nahien is liy hamien over tardeing nahien karne chahiey
                      • #1076 Collapse

                        my dear brother mery khayal main forex trading business main over trading say murad ak time zada say zada trading kerna. ic main ap ko fida ya ha kay ap apna loss recover kr skty hain . or fast profit be recover kr skty hain. agr ap kay pas experience knowledge or pratice ke base pay loss kam say kam ho skty ha...............
                        • #1077 Collapse

                          forex trading business main over trading woh hoti hai kay aik waqt main app aik se ziada trade open kar lo aur ziada tar log yeh is liye kartay hain kay ager aik trade se loss ho jaye to dosri se profit kama sakain
                          • #1078 Collapse

                            ji hamin forex main over trading say noksan hota hai hmain mahina main 1000 posting banani parti hain jiss say hamin 200$ki earn hasil hote hai agar ham over trading karin ga too hamin iss ka koi faida naihi ho na hi hamin iss ka koi earn hasil ho ga iss liya hamin over trading nahi karni chahiya
                            • #1079 Collapse

                              meara aziz ddost over trading sa muraad ha ka jab koi bhi trader farz karo tum na pala sa ek trade lgai hui ha aur tum us k baad ak aur trade lga rha ho usa over trading kata han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                mere bhai jaan mein tou yeh samjhata hoon k iss se murad hai k aap apna profit hasil kerne k baad bhi risk le rehein aur mazeed profit ko hasil kerne k liaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X