Forex kay weak points jin sae loss hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kay weak points jin sae loss hota hai
    Forex aik bahut acha business hai lakin iss mein logoun ko profit kam aur loss zayada hota hai akhir iss ki wajah kya hai humaray aisay kaun sae weak points ho saktay hain jin ki wajah sae humain loss hota hai please apnay apnay views share lazmi karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

    Forex trading loss iss waja se hota hey
    Achi learning ka nah hona
    Practice nah karna
    Experience ka nah hona knowledge nah hona
    Ziyada profit ka lalach karna aur starting men bari bari trade laga dena
    • #3 Collapse

      Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

      Dear is baat ma tu koi shak nhi hay kay forex trading mushkil aor risky business hay laiken jo humay loss huta hay wo hamari apni ghaltiun ki waja say huta hay hum aksar jab order place kernay lagtay han tu kabhi analysis nhi kertay ya per laaperwai say kertay han market trend ko nhi dekhtay aor laluch kertay huway big lot size ka istemaal kertay han ager hum aisa na karay tu pher forex trading acha aor profitable bhi bhot hay aor humay maximum profit bhi earn hu sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

        Forex mein bahut saray aisay kaam hain jin per hum agar tawajuh dain tou hum loss sae bach saktay hain aur jis wajah sae humain loss hota hai woh
        Forex ka knowledge hasil na kerna
        Demo mein practice na kerna
        Trading kay lye market kay analysis na kerna
        Risk management aur money management na kerna
        Aur apni mistakes ka analysis na kerna aur unn ko control na kertay huay mistakes ko bar bar repeat kerna
        • #5 Collapse

          Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

          Dear brother forex trading may aksar members loss may rehtay hay our os ke sab say aham waja experience ke kame hay kionka aksar members mehnat Kar ke apna bonus tho hasil Kar lathay hay lekin os ko real trading may use karnay ka practice nahe hotha is waja say wo loss may rehtay hay
          • #6 Collapse

            Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

            forex mai jab hum bager learning ky kam karty hain ya hum kam karty howe emotions or greed ko qabo mai nahi rahkty to be hamy loss hota hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain or is mai market ka koi qasur nahi hota yai dnuya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be leagl ho cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

              agar hum apny weak points par focus karen gay to he hum esmain kamyab ho sakty hay aur humay es business main khoob time bhi daina chahiye kyun keh shai say time dai kar he achi earning hasil kar sakty hay aur sai say time bhi daina chahiye es business mani tab he achi earning kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                Dear forex ke sb se weak point ap ki learning ka na hona.
                Lalch ka hona. Ap ki demo account pe practice ka na hona. Ap ki laparwai ka hona. Ap ki mistakes ka hona.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                  Ham ko forex me loss hony ki wajoohat
                  Analysis na karna; Jab ham analysis nahi karty to tab b loss hota hai.
                  Jald bazi karna; Market me wait na karna sahi point ka or jaldi sy trade open karny sy b loss hota hai.
                  Trend follow na karna; Jab market ka trend follow nahi karty to tab b loss hota hai.
                  Ye chand bari galtiya hai jin ki waja sy loss hota hai trading me.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                    Oriflame processor. Send. Watch Karan to Hame Pata Chalta Hai Ki Hum Log Yahan Par Kaise kam kar sakte hai is par Agar Hamein points ko control Mein Rakhe Tumhe Pata Chalta Hai Ki Hum Log business ko develop kaise kar sakte hain iske liye Mare liye bahut jyada confidence Kaho Na lazmi Hai Hame chahiye Ke Hum Log apni mistakes ko control Mein Rakhe Jisme Zyada Hum Log Yahan Par mistakes ko apni ko control Mein rakhte hai to hum yaha par bahut accha kaam develop kar lenge Agar hum log Agar Jyada time market Ko Nahi Denge to market Bihar Main Yahan Se Kuchh Bhi Yaad nahi karne ke liye Nahi Degi
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                      forex man her trader k weak points hoty han kisi k pas equity kum hoti ha or lot size beri use ker lyta ha or kisi man greed hota haa ratun raat amir bun janay ka shooq or buhut say aysy han jin k pas proper knowledge nae hota jis say wu loss krty han.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                        forex aik online business hain jo log is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota or jolog lalch or emotions k qabo mai rahk kar kam nahi karty to inhy loss ho jata hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                          forex mai hamy apne he mistakes ke waja sy loss hota hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik aam business ke tarha nahi hain forex mai hum live or sada urdu mai trading kart hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                            kuch esi reasons jinki wjha se forex mein insan ko loss hoa hay mery khyal se un me se chand ek yeh hain..1) knowledge ka complete nah hona.2) practice ki kami 3) experience ka kam hona 4)Lalach hona 5)money management se na waqif hona6) risk managemnt se na waqif hona 7) jaldbazi dikhana 8) proper analysis nah krna
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex kay weak points jin sae loss hota hai

                              forex mi hamy ache learning ky bad kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table nana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X