Pahlay apni health phir trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pahlay apni health phir trading?
    Kuch log forex trading men aesey bhi hen jo ziyada profit k chakar men din rat posting aur trading kartay hen yeh bilkul ghalat tareeka hey iss tarah hamari sihat kharab ho sakti hey iss liay trading k liay apnay time ko adjust karen ta k ziyada se ziyada time trading pe surf kiya jay aur rest bhi milay aur neend bhi poori ho jay aur iss tarah health pe effect nhi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pahlay apni health phir trading?

    G Han bilkul theek kaha health ache ho ge to ap successful trading kr k khud ko acha trader bna sken ge aur apni practice ko aur learning ko continue rakhta sken ge agar health he there Ni ho ge to ap k liye ye sb krna possible Ni ho ga aur ap is kaam see uktahat feel krna shuru ho jaen ge lehaza trading start krny see phle apni health py focus zroor kren healthy bodyaur healthy mind success ki traf lead krty Han.
    • #3 Collapse

      Re: Pahlay apni health phir trading?

      Yes of course oryx trading Mein Pehle apni health Aur phir trading Karni chahiye aap ko Maloom hona chahiye Ke Jab Hum market me trading Karte Hain To Hame apni health ka khayal rakhna chahiye.
      Hame chahiye ki market Main Long term trading Kare aur apni instaforex bonus account there is lot size chart reading karta hai aapko Kisi Ki tension Na Ho.
      • #4 Collapse

        Re: Pahlay apni health phir trading?

        agr hum ismy kam krty hn or apni health k b khyal nahe rakty h to hum is my zadya dair tk kam b nahe kr skaty ,qk zayda kam kr k hum bemaar ho jay gy or pher humy is ko humahya humashya k liay chorna ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Pahlay apni health phir trading?

          Je haa bilkul correct baat kahi apny ku k ager hum sehat per tawaja ni dege to ham trade kese kar paye ge trade karty Howe hamara mind hamesha ke lye fresh rehna zrori hai taky ham market ko achi tarha se analysis kar saky aur behtreen result pa saky aisa tabhi ho ga jub hamari sehat thek rahe ge
          • #6 Collapse

            Re: Pahlay apni health phir trading?

            agar hum forex trading main kam kar rahy hay to humay apni sehat kay mutabiq he esmain time daina chahiye ye na ho keh hum esmain pagal he hoye rahy es trha hum esmain khud ki sehat ko khrab kar sakty hay humay chahiye keh sab kuck mady nazar rakhty huway he esmain kam karen tab he hum esmain acha perfor kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: Pahlay apni health phir trading?

              Hum koi bhi kaam karain jab hum us kaam ko over karain gay tu us kaam mein nuqsaan ho sakta hy aur forex trading business mein bhi hum ko apni limit k hisaab see karna cahaiye aur agr hum is par ziada kaam kartay han aur limit ko over kartay han tu is se nuqsaan tu hota hi hy
              • #8 Collapse

                Re: Pahlay apni health phir trading?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                Kuch log forex trading men aesey bhi hen jo ziyada profit k chakar men din rat posting aur trading kartay hen yeh bilkul ghalat tareeka hey iss tarah hamari sihat kharab ho sakti hey iss liay trading k liay apnay time ko adjust karen ta k ziyada se ziyada time trading pe surf kiya jay aur rest bhi milay aur neend bhi poori ho jay aur iss tarah health pe effect nhi hota
                ye baat aap ki bilkul theek hai hame trading karne ke saath Saath Apne health ki Charbi karne chahiye Kyunki Ab Hamari hi Sachin how to Hamari trading didi theek nahi hogi Kyuki house fresh mind nahi honge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Pahlay apni health phir trading?

                  Assalamualaikum dear friend koi bhi kaam karte hain Jab Hum bahut zada kar lete hain thak Jati Hain isme Hame Kuch der Aaram karna chahiye ISI Tarah Forex trading maybe Hame Apne health ka khaly Rakhna chahiye Agar Hum 24 ghante kaam Karenge aur aaram nahi karenge to ossay Hamari health kharab Hogi aur Aur Iss Tarah Kam Nahi hoga nuksaan hoga isliye Hame Forex trading main kam karne ka time table banana chahiye is tharkaam bacche tarike say Hoga aur tried kamyabi Hogi Orchha bonus Hasilhoga
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Pahlay apni health phir trading?

                    Bilkul aahi kaha k pehly sehat phir trading. Agar koi traser zyada time forex trading ky liya pc ya mobile py spent kary ga to us ki health bigarr sakty hai jis sy wo sahi sy focus nhi kar pay ga. So we should take care of our health and then go for second
                    • #11 Collapse

                      Re: Pahlay apni health phir trading?

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai learning ky sat earning be haisal kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Pahlay apni health phir trading?

                        Yes brother ap NY bht achi bat ki ha mery khyal sy bi koi bi Kam ho phly humy apni health ka khyal rakhna chaye bad me Kam PR focus karna chaye trading me bi jb AP mently tour PR sakoon sy ho gy tb ja KR he AP Kam KR saky gy otherwise asa mumkin ni AP mentlyDistrub ho or AP work me kamyab ho jay
                        • #13 Collapse

                          Re: Pahlay apni health phir trading?

                          hamy forex mai kam karty howe apne health ka be kayal rahkna chahey hamy aik time table banana chahey or pher use ky mutabik kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy agar hum din raat trading karty rahy gy to hum bimar ho jy gy forex aik international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Pahlay apni health phir trading?

                            forex aik online business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe dosro ke copy kary gy to be hamy loss he ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pahlay apni health phir trading?

                              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein jo new member Hote Hain bonus Ke Chakkar Mein Din Raat kaam karte Rehte aur rest bhi nahi karte Jis wajah se Unki health kharab ho jati hai aur pIR kaam nahin kar sakte Jis wajah se Unka bahut zyada nuksan ho jata hai isliye aap Kaam ke saath saath rest karna bahut zaroori hai ese aap ki health thik Rahegi to aap trading kar Sakenge aur achi earning Hasil kar sakte hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X