Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

    Aslam o alikoum dear aap ke batt bilkul teak hai Forex trading main aik achi chaz jo hai wo knowledge hai jab aap ko aik acha knowledge mil jata hai too aap achi trading kay zarya say profit earn krty hain Forex trading main jo achi bat hai wo demo say learning hai es laiy es main zeada education ke zarorat nhe hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

      jee sir ap nay right bat ki hai k forex mien hamain zayada education ki zarort na hai es mien aa ker jab hum log kam kerty hien to es mien aa ker hamain fiada ho sakta hai es lye hamain es mien agar zayda education na ho to bee hum es mien aa ker earning hasil ker sakty hien.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

        Forex main kam krne k liye hume education ki zahrorat nai hoti hume knowledge ki zahrorat hoti ha jo banda menat kr sakta ha wo forex main success be hasil kr sakta forex business hum se koi education ki recuarement nai krta hume is ko zad time dena chaiye chart ur analysis ko fallow kr k kam krna hota ha daily analysis ko ko dekhna chaiye
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

          Mera Ni khyal trading k liye forex k about knowledge hona zroori hai ziada education ho ya na ho is see koi Fark Ni parta hmesha us kaam ka knowledge hona zroori hai jis ko krny ki ap khakhish rkhty hn forex trading men agar ap k pas trading k mutaliq knowledge aur experience mojood hai to ap apni practice ko improve kr k ache trader bn skty Han.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

            bhai aj k is traqi yafta dor mein koi bnda aesa ni jo urdu ya thori bht english se waqif na ho urdo bolna or likhna is urdo ko apn word mein english mein likhna to hr koi janta hi hae to forex apko zayada taleem yafta hone k bad ni bl k thori ci taleem p bhe kobol kr leta h thora bht parha hoa admi bhe is se bht achi arning kr skta h bs is mein jitna zyada tjrba ho ga utna zyada is faida ho ga is lye is kojoin krne se phle is ko proper sekha jae
             
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

              Is bisnes sk liya ham ko bs trading ki hi eductaion honi chiya k kis trha sybham market ko parh sgty hy khsy ham is my kam kr sgty hy wasy to is my ham o bhot zeada lerning krni prhti hy pr besik bhi ham ko pta chal jaye to ham sahi trha sy is my earning kr sgty hy our apni madad app kr sgty hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                ni mere bhai forex ko join krne klye zyada taleemyafta hona zarori ni bs thori ci aGR english se wqfyat h to us se bhe bnda kam chla sakta h or us se achi arning kr skta h
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                  Bahi Jan apny tick bola hai forex ke liye kuch na kuch knowledge ka hona zarori hai first time. Tu baad main khud knowledge our experience Mel jata hai. Time ka sath sath acha knowledge our experience mely ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                    Dear ap ne sahi kaha, Forex trading mein Ap ke liye education ki koi limit nai he. Beshk bnde ne middle pas kya ho, wo bhi trading kr skta he.
                    Lakin aik kamyab trader bnane ke liye ap ko forex learn krna pre ga,, phr ache trader bm skain ge.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                      forex trading ko run karnay kay liye kisi khass digree ki zaroorat nahi hoti es business main humay kam karnay kayliye normal taleem chal jaye gi bs humay esmain mehnat zaroor karni chahiye kyun keh agar hum esmain mehnat nahi karen gay to esmain earn nahi kar sakty ulta nuqsan he hota hay seekhna zaroor chahiye esko
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                        Forex trading kay liye koe zyayada education ki zarorat nahi hay. is kay liye itna hi kafi hay kay banda prhna aur likhna janta ho aur urdu kay sath sath english bhi samagta ho aur ager english main kuch kami bhi ho to chal jata hay ajkal forex broker nay country ki language kay mutabiq apnay software ki language set ki hoti hay. jis say aik aam banda bhi chezen samag sakta hay aur ker sakta hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X