Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai
    Dear membes main ap ko yeh btana chahta hon keh Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai. Forex trading middle pass bhi kar sakta hai.Lakin Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh Forex ki basics ko achi tararh learn kiya jaye aur demo account per practice ki jaye..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

    G han forex trading aik aesa business forum hey jiss men education ki koi limit nhi iss men kam education walay log bhi achi earning hasil kar rahay hen merey khayal men forex trading men jo likhna parhna janta hey woh trading kar sakta hey lekin jiss k pass education hoti hey woh jaldi learning aur experience hasil kar leta hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

      Dear brother forex trading mn kamyabi k liay kisi khas educatation ya digree zroori naen balkay forex trading mn kamyabi k liay apko mehnat ki zroorat hoti ha sirf prhna likhna ata ho aur forex trading ka knowledge aur experience he apko kamyab trader bna skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

        bhai education har field ke liye nahi zarori lakin ap jis field ko join kar rahe ho us field ki tu education zarori hai a forex ko har banda kar sakta hai educated b or non educated b q ke forex ka apna bohat knowledge hai jo har trader ko learn karna parta hai agr koi forex ko achi tarha learn nahi karta or trading start kar deta hai tu wo kamyab nahi ho sakta agr forex trading karni hai tu pahle forex ko seekh le.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

          of curs dear friends Forex trading kliya ziyada education ki zroart nh hy bus hmara knowledge acha ho aur hmen apny seniors ko follow karna cahiya hmara forex trading mn jetna ziyada learning ho gi utna ziyada hmara fida hy esi liya hmen forex trading mn ziyada sy ziyada learning karni cahiya aur achy ki umeed rakhni cahiya apni learning par bhrosa rakhna cahiya
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

            g bilkul humy is my kam krny ik liay is my zayda education ki b zururat nahe hy. is my humy just english ko read krna ana chahey ta k agr is my koi post humayr pass english my aa jay to hum is ko b attempt kr saky.or agr hum kisi b cheez ki samjh nahi aa rahi to hum us ki help lay saky.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

              Dear friend forex trading main ao ko ziada knowlkdge ki zarorat nahi hoty aur nahi as main al say koy degry mangi gaty hy bus ap ko as main thory bohot english aty ho ap posting karna ganty ho aur market ko analeses karny ki ap ko samagh ho oher ap as main asani k sath trading kar sakty ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                Je ha bilkul hamy trade karny ke lye kisse bhi certificate ke zrort ni parti balky iss me apko Pakistan forex per hard working karna zrori hai aur market ko analysis kar ke aap best trader bunn sakty ho lek pehly apko demo account pe practice karna must rahe ga aur apni knowledge experience practice aur planning ke sath agay barhna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                  Forex trading ke liye Hame Zyada education Ki Zaroorat Nahi Hai Hame sirf aur sirf kuch na kuch practice Kar Na hoti hai uske baad mein jo education Mil Jaye to Hame trading main practice karne ke baad kuch na kuch amount main accha income Hasil ho sakta hai.
                  Forex trading Ne Hame start Main Agar business start karna hai to Hame trading karte waqt long term trading karna chahiye on market Mein achchi opportunity Ameer karne ke liye Hame Apne dil se baat karne chahiye aur kitne fundamentals Waqas control
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                    Dear membes main ap ko yeh btana chahta hon keh Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai. Forex trading middle pass bhi kar sakta hai.Lakin Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh Forex ki basics ko achi tararh learn kiya jaye aur demo account per practice ki jaye..
                    G dear you are right. Forex business start krne k lye ye to zoror nai k ap graduated hun. Magr ye boht zrori hai k ap k pass forex ka acha knowledge ho. Yani na sirf forex ki basics learn krn bl isy advance level tak zror learn kren taky ap is business ko achay traikay sey handle kar saken or successful ho saken.
                    Is k sath sath demo pr practice b jari rakhni chahye jis se ap ka experience bnta hai or apko market ko smjhne me help milti hai. SO, dear, Forex me successful hony k lye kafi mehnat or forex knowledge and experience ka hona boht hi zrori hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                      Dosto forex trading ma k ly ap k ps bht he zyda education hona to zroori nhi hy lkin ap k ps kuch education honi chy yani graduate ya phr minimum intermediate honi chy kiun k forex trading aik international business hy or es ma sb kuch english ma hota hy es ma news or analysis wagera b english ma aty hy es ly ap ko english aya gi to ap thk sy trading kr pao gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                        G Dear forex karne k lye apko kisi education ki zarort nahi bas best stratgy aur skills ki zarort hoti hai aur wo apko sirf aur sirf practise se hasil hoti hain to apna time zaya karne ki bajai ap practis karen aur apni ek best stratgy banain jo k profitable ho aur apko mustkil profit de sake ye signal k peche bhagna chor dain is se koi faida nahi hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                          G maray khyal say forex may ap ko zada education ke zaroriat nahe ha bilkay hum ko caheyh k hum apni education ko forex ke eduction k sath compair na karin bulkay hum ko caheyh k hum forex ke education ko as a beginner say start karin aur end tak lay k jaye ta k future may kamyab trade bun saktin.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                            G han bhai ap na balkul teak kha hai forex trading main humary pass agar zyada education na ho to phir be wo forex trading ko use kar sakty hai q kay forex trading ak asa business hai jis main taleem ke nahi zaroorat hai is main sarf ap ko experience ke zaroorat hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading k liye ziyada education ki zarurat nhi hai

                              Han g bilkul i think forex k lye koi khas education ya degree ki zarurat nhi h lkn is m kam krny k lye iski learning or knowledge gain krna bht zaruri h.agr without learning or without knowledge is pe kam kren gy to ap kamyab nhi ho skty or agy nhi brh skty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X