Fundamental analysis aur current affaires
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis aur current affaires
    Asalam u alikum friends mera aaj ka topic hy k forex trading ma fundamental analysis k ley current affairs ka pata hona lazmi hy kia? Kia fundamental analysis k ley current affairs lazmi pata hony cahy k ya phr fundamental analysis khuch aur hain? Koi as bary ma mj ko guide Kary ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis aur current affaires

    Bahi fundamental anlysis denpend hi cuurent afairs pr hota hai agr koi issue hota hai tu market mai movement ati hai or ap in pr fundamental analysis kr sakta hain is lia current afairs pr lazmi nazar rahkain or sath sath news bi dahkain asal tu analysis news pr hota hai ka news kia ah rahi hai kotni strong hai market kia reaction da gi news ka ahana ka bad news ka bara mai agr janana hai tu ap investing.com ka software download kr sakta hai mobile play stor s or os mai dahk sakta hain ka week mai kon si news ah rahi hain ap in dohk kr fundamental analysis kr sakta hain or accha profit kama sakta hain
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis aur current affaires

      Dear Bro fundamental analysis current affairs aur news release per depend karta hai..ap jis pair per trader open karny chahty hain ap ko chahye keh us county k current affaird ko check krain aur us pair per jo news release hony wali hon un ko bhi check krain is k bad us pair per trade open krain to ap ki trade k profit main jany k chances ziyada hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis aur current affaires

        Fundamental analysis our current affair in a coffee South Africa Kyunki aap.
        Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ke fundamental analysis economic calendar ki news ko Kehte Hain Humko Nikhil andar ki news trading co undasa lagakar fundamental analysis karte hain Tau forecast ke different 300 kar sakte hain.
        Aur current affairs Political situation ko kehte hain Jiske Upar currency bahut jyada weakness Ka Shikar Hoti Hai Hame chahiye ki market me trading karte waqt achi opportunities, nice nahi karna chahiye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis aur current affaires

          agar hum forex market main analysis karna seekh jaye gay to es trha humari trading bohat achi ho sakti hay forex market main analysis say he humari trading achi ho sakti hay tab he hum market main sahi time par trade kar kay acha profit hasil kar sakty hay es business main khoob mehnat karni chahiye tab he safe reh sakty hay

          اب آن لائن

          Working...
          X