Trading mein learning ko kabhe na choren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein learning ko kabhe na choren
    Dear members forex trading aek aesa business hay jis mein ap ki learning kabhe bhe complete nai hoti ye aek bahit bara business hay aor is ka knowledge bahut wasih hay forex trading mein jitna bhe acha experince knowledge ho jaye learning kabhe bhe na choren learning trading k sath sath jari rakhni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

    Bahi forex ak bohot mushkal business hai or is ka learning bohot zarori hai ap agr learning nahi kara gain tu ap ko loos ka samna krna pahra ga is lia learning karain or education hasil karain ta ka ap loos s bach sakain learning ka bina forex mai ap kabi kamyab nahi ho sakta or kam learning ki waja s jab bar bar loos ho ga tu ap forex ko chor dain gain or hota bi asa hi hai bonuse ata hi bina learn kia trade lagi trade mai loos hota hai lazmi or phr forex chor jata hain thanks
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

      Jee ap nay darust kaha hai kay insan ke learning kabhi khatam nahi hoti.aur practical life ya kam main to insan kay har roz ya har step par new cheezain aati hain jo ap kay knowledge ko increase karti hain.so hum kabhi learning nahi khatam karni chiay us sy humain trading ke new cheezain samajh aain ge
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

        Dear bro main ap ki bat sy totally agree karta hon..Forex Trading aik bahut bara business hai..is main learning kabhi bhi khatam nhi ho sakti hai.is liye humain chahye keh Forex sy related humain daily basis per kuch na kuch learn karna chahye aur learning ko stop nhi karna chahye.jb hum learning ko stop kar dain gy to hum mazeed achy trader nhi ban skain gy is liye meri sb group members ko advice hai keh Forex main learning ko kabhi na chorain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

          forex trading mai app ko hamesha market mai money management ke sath chalna hota hai.ap ko hamesha koish kerne hote hai app jo hai woh apne capital ko dekhte hoe market mai trade ko open karen.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

            G Han bilkul theek kaha men is see agree krta Hun learning he kisi kaam men kamyabi k liye basic thing hai agar hum is ko he chor dyn ge to kamyabi hasil krna hmare liye mushkil ho jae ga isi tarha forex trading men learning success ki key hai Jo log is ko chor dyty Han wo kamyab Ni hoty aur phr luck ko bura khty Han forex trading men maximum knowledge gain kr k he aik acha trader bnna ja skta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

              trading me learnin g ka bohat ahm kam hai agr apne achi trading karni hai tu apko aik acha learner banan ho ga tuka trading tu koi b kar sakta hai or tuka trading kabi b long term apko profit nahi de gi agr apne long term apne apko forex business ko rakhna hai tu ap har time learning karte raha kare forex ki apni galtion se learn kare ache traders se learn kare
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

                g han,agr hum ismy ik expert b ban chuky hn to b humy ismy learning ko nahe chorna chahey q k ismy learning he hy jo humy yaha tk lay ayi hy.or is my learning kbhi b khtam nahe hoti.or agr hum us ko give uo kr day gy to humara experience zayda nahe ho sakta .
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

                  forex trading main humay learning karty rehna chahiye kyun keh ye filed aisi hay keh esmain new chezain ati rehti hay aur humay khud ko up to date rakhna chahiye tab he hum esmain kamyab ho sakty hay es business main khoob time dai kar kam karna chahiye kyun keh tab he achi earning kar sakty hay es business main
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

                    Aap nay durust farmaya har trader ko learniing jaree rakhna chahiyay market may new developments hoty rehti hain. learning say aap fundamentaly bahut strong hongay aur aap long term trading may achay nataij day gi. technical ko bhi samajhnay ki zaroorat hai.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahirapk پيغام ديکھيے
                    forex trading main humay learning karty rehna chahiye kyun keh ye filed aisi hay keh esmain new chezain ati rehti hay aur humay khud ko up to date rakhna chahiye tab he hum esmain kamyab ho sakty hay es business main khoob time dai kar kam karna chahiye kyun keh tab he achi earning kar sakty hay es business main
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein learning ko kabhe na choren

                      hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge mai azafa hota hain hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain forex aik international business hain yai kabe be band nahi ho sakta

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X