bohat se traders sometime to hope pe lots laga kay open he chorr detay hain kay stop loss bhi use nahi kartay kay market wapis ajay gi loss ko mazeed honay detay hain jis wajah sey unko mazeed loss barhta jata hay so hamay chaiye hamara loss jab barhnay shuru hojay uska acha decision time pey le lena chaiye eskay elawa fundamental ko analyze karen dekhen kay agar market mei koi dangerous condition honay wali hay koi high volatile news anay wali hay so apnay loss ko accept kar len aur apni trades ko close kar dena warna aap zyada loss kar do gay esliye loss ko accept kar lena behtar hota hay umeed pe trades ko kabhi na chorren..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим