agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??
    Assalam O Alaikum......!!!!! Dear member agaar hm chtai haain k hmaain is forex k bussiness mei lgtaar faidaa ho to us k liyeee zarori haai is bussiness k barai mein learning agaar hum proper learning jarri rakhaain gyy to hm is ke haar cheez k barai mein updated rhaain gyy aur haar qisaam ke precaution seekh laain gy aur kisey bhe traah se khuud ka nuqsaan honaai see rookh laain gyy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

    Walaikum salaam dear member forex trading aik bhot acha aor profit wala business hay aor ager hum ye chahtay han kay humay forex ma lagataar profit hi huta rahay aor loss kabhi bhi na hu tu pher humay pehlay forex trading ki achi tarha learning kerni hugi aor demo account per maximum practice kerni paray gi aor jab hamara experience barh jaye ga tu pher humay profit hi profit huga.
    • #3 Collapse

      Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

      Is business mai aap ko lagate profit Hasil karne ke liye zaroori hai aap hardworking Kare aur Forex kuch jyada Se Jyada time Dete Hain AWS democracy Jyada practice 3499 strategy score test Kare agar aap Aisa Karenge to aapke experience Jyada Hoga aur aapke paas knowledge Bhi Jyada Hota Rahega Jis Ke Baad aap ki earning Bhi Jyada hoti Rahegi Aur Forex park.com Ko Jyada Se Jyada time die so that Hamari earning jyada ho sake
      • #4 Collapse

        Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

        Dafinately is business main wohi kamyab hota hy jis k pass knowledge or experience ziada ho or wo learning se hi atta hy is lie zaroori hy k forex ki learning ziada ki jaye or apne emotions pe control rakha jaye or sabar k sath soch smajh ker trade lgai jaye to lagataar profit ho ga
        • #5 Collapse

          Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

          agar hum chatey hain ky hamy lagatar munafa he hasial ho hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
          • #6 Collapse

            Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

            Bilkul ye bat zarori hy k humein forex k bary mein janna zarori hy agar hum chahty hein k hum apna faida karein forex sy humein mehnat karna lazmi hy aur mehnat k sath sath knowledge hasil karna lazmi hy
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

              Dear forex aek wordwide business hay jis men bahut bary traders, banks aor companies trading kar rahi hoti hain forex mein lagatar profit nai hota kabhe kabhe loss bhe hota rehta hay forex aek aesa business hay jis mein forex k aesy members jo k apny experince ki waja sy axha profit hasil kar rahy hoty hainun ko bhe loss bardasht karna parta hay...Laikin agar ap forex mein mehnat sy kam karty hain to forex mein ap acha profit hasil kar sakty hain aor loss ko bhe recover kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

                AGR ham chahtay hain k hamein apni trading mai profit honay ka silsala barkarar rahay to hamein apni trading mai discipline laana ho ga
                Dear forex members aik baat hmaisha yaad rakhein forex mai lagatar profit hona sirf us time start hota hai jab ham successful trader ban jaatay hain aor is success ko continued rakhnay k lye hamein discipline k sath chalna parta hai agar ham apnay favorite 5 pairs p trading profit lay rhy hain to hmein kbi b in pairs ko chor kar kisi aor pair p trade nae krni kuen k Jo new pair ham select kar rhay hain iska hamein andaza nae k next moment market mai iska rujhan kia ho Sakta hai ab yahan p ham discipline ko tortay hain aor isi new pair ki waja se hmein loss ho jaata hai aor ham lagatar profit lainay k silslay ko break kar daitay hain
                Is lye jab tak hamaray andar trading discipline nae hoga ham lagatar profit nae kama saktay
                • #9 Collapse

                  Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

                  agar hum chahty hay keh trading main continuesly profit hasil karen to humay chahiye keh market kay bary main humay up to date rehna chahiye aur jo hum trading strategy use karty huway kam kar rahy hay us ko time to time modify bhi karty rehna chahiye kyun keh market main change ata rehta hay aur humay us hesab say change lana chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

                    learning bohat zaroori hoti hay forex trading main es liye humay es business ko achi trha learn karen aur demo account ko humay trading skill ko improve karnay kay liye use karna chahiye tab humari trading skill achi ho jati hay aur hum es trha real account par trading kar aky lgatar faida lay sakty hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: agaar hum chhtai hain k hmain lgtaar faida ho to is k liye kia zrori hai??

                      forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X