God help those who help others?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    God help those who help others?
    Jo log forex trading men dusaron ki help kartay hen woh log trading men ziyada kamyab rahtay hen juniors ki help zaroor karen unn ko achi learning aur motivation den ta k woh bhi forex trading men kamyab ho saken hamen hamesha positive soch rakhni chahiay aur trading men zaroor dusaron ki help karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: God help those who help others?

    g han bhai ya aik haqeqat hai jo trader new aor kam knowledge waly trader ko sahe trah sy guaid krty hain asy trader forex market mn kamyab hoty hain as liay hamsha dosron ki help kren ss sy ap ka knowledge aor exprince improve hoga
    • #3 Collapse

      Re: God help those who help others?

      Dosto forex trading ma hmain hamesha dosro ki help krni chy agr ap ko b trader mushkil ma nazar aya ya os ko kuch smjh na aa rha ho to ap ko os ka mzhk ni urana chy Bilkay ap ko chy k os Ki help krni chy Kiun jo dosro ki help krta hy Allah os Ki hell krta hy
      • #4 Collapse

        Re: God help those who help others?

        Aapne bilkul sahi Kaha Hame dusro ki help Karni chahiye Ajab Hame help Ki Zaroorat Hoti Hai To Dulha bhi Hamari help karte hain aur Hum Hai Mushkil se nikalne Mein Madan Karte Hain isliye aapko chahiye aap bhi Doston Ki help Kiya Kare Aur dusro Ko knowledge provide kare
        • #5 Collapse

          Re: God help those who help others?

          G ap ne thk kaha i agree with you Allah pak bhi unhi ki help karta jai jo dosron ki help karty hain forex trading ek bht hi complicated business hai esy hr koi khud se nahe seekh sakta kesi na kesi ki help zaror chahiye hoti hai so apne juniors ko guide kren unhy sahi advise den ta k ap k sth bhi sb acha acha ho.
          • #6 Collapse

            Re: God help those who help others?

            Dear apki baat bilkul teek hay humay aik dosray ki madad kerni chayi aor serf forex trading ma nhi balkay zindagi kay her shobay ma humay apnay doston aor family members ko madad kertay rehna chayi aor jab hum forex trading ma hum aik dosray ki madad karay gay tu hum sab ko faida huga aor pher baqi members bhi hamari help karay gay aor pher sabka profit huga.
            • #7 Collapse

              Re: God help those who help others?

              Dear bro yeh bat bilkul sach hai keh God helps those who help themselves..dunya k kisi bhi business main kamyabi k liye khud sy mehnat karan zaruri hai..Allah Tala bhi aisy logon ki madad karty hain jin main mehnat ki jazba hota hai..aur jo log dosry logon ki zindagi main asanian paida karty hain Allah Pak un ki zindagi main sb dukh dard door kar dety hain..Pak Forex Forum main senior members ko chahye keh wo junior members ko guide krain aur unhain kamyabi k liye achi ideas btain..
              • #8 Collapse

                Re: God help those who help others?

                Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online international bussniss hay aur bhot he difficult aur different tarah ka bussniss hay iss bussniss ka sub sa difficult kam iss bussniss bussniss ko samjna aur knowledge hasil karna hay iss laya seniors trader ko chaya k jouniors trader ko help keya karan knowledge hasil karna main aur trader ko successful banana k laya
                • #9 Collapse

                  Re: God help those who help others?

                  humay chahiye keh sab ki help karen jitna bhi humary pass forex trading kay bary main knowledge hay to es knowledge ko share karn jis ka bhla ho sakta hay uska bhla karen aur humay esmain kabhi bhi dil main bugaz nahi rakhna chahiye kyun keh bugaz main humay bhi kisi say kuch seekhnay ko nahi milta
                  • #10 Collapse

                    Re: God help those who help others?

                    agar hum forex mai expert hain to hamy apny juniors ky liye ache tips share karne chahey pher jab wo in tips ko follow kar ky kam kary gy to kamyab ho jy gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: God help those who help others?

                      ALLAH bhi un ki madad kerta hay jo logo ki madad kertay hain. is ko samnay rakhtay howay ham sab ko aik dosray ki help kerni chahye. que kay yaha per sab trader barabar hain aur aik dosaray ki hel kernay say koe bara ya chota nahi ho jata. ager koe forex say profit earn kerta hay to wo kisi ki jaib say nahi jata us ki mehnat aur kisi senior ki help say hota hay. is liye aik dosray ki help karen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X