d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala hay.
    dera maine is baat ka experience lia hay k jub markeet d1 k chart say 2 say3 baar reject ho jaye tab hamain us hisaab say markeet main entery lay lainay say ham bahut he acha earn kar saktay hain q k jub start main trend changing say entery lay lain to bahut achi earning milti hay so hamain aisay achay signals ko kabhi bhi waste nai karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

    Day 1 bahot hi acha time frame hai aur agar day 1 men aapko rejection mill rhi hai to iska matlab hai day 1 men aik flage pettrn bn rha hai aur jab day 1 men flag pettrn bnta hai then market bahot ziada move kr jati hai
    Isliye day 1 men bnne wala pettrn hamare liue bahot hi important hota hai hamen iss pe zarur focus krna chahiye ta k ham iss se best results le saken
    • #3 Collapse

      Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

      GST of course Nagar Market dosa teen bar reject Ho Jaye market Mein Ek point trading karte waqt to Hame chahiye.
      Daily time frame Ke Chat Nagar Market dosa teen bar reject Ho Jati Hai Tu Akshar ranging market bhi hoti hai aur ranging market mein agar aap trade Karenge to aap ko Kafi Zyada process Ka Shikar nahi ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

        Market ka trend ko change hona ka laya kisi news aor kisi context ka hona zurori ha.lakan ap ke bat be thek ho sagti ha lakan ya be ho sagta ha wo ak range kar aor par market up nakal jy.market ko trend change karna ka laya phala kisi trend ka hona zurori ha.Lakan trend ko Difference chart par be dakna chaya ta ka kuch saboot mal jyn ka yahan sa market apna trend change kar sagti ha.
        • #5 Collapse

          Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

          G bilkul theek kaha hey bhai ap ney. Jeb koi pair kisi resistance ko break nhen ker sekta to woh phir try kerta hey ager dobara bhi cross na ho to third time maximum chances hoty hain keh yeh break ker jata hey. Ager third time bhi resistance ko cross nhen ker sekta to phir trend change ho jata hey aor market ki movement reversal ley leti hey.
          • #6 Collapse

            Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

            market Mein kaam karta hai kaam karna padta hai a long time ke liye register marriage kar rahe hai 1 million dollars in INR 1500 karne se bhi message kiya Ja sakta hai recipe main aapko Yeh batao make permanent worker sakte hain uske saath kar sakte hain Hame chahiye apne business ko Jyada impress Kare apne business ko increase Kare Hum Jyada admin kar sakte hai then off the job nahi kar sakte hai
            • #7 Collapse

              Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

              Ap forex market main kisi pair ki chart kay baray main information dey rahain jo kay support aur resistance level per hoti hay. ap nay thek kaha hay kay ager chart main market price us level ko 2 ya 3 dafa reject kerti hay to us ka zayada chances yeahi hotay hain kay market wapas janay wali hay aur trend change honay wala hay.
              • #8 Collapse

                Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                agar to hum trading trend main reh kar trade kar rahy hoty hay to humay chahiye keh trend ko lazmi follow karen kyun keh trend main reh kar trade karnay main he faida hota hay tab he safe eanring kar sakty hay es business main mehna tkarni chahiey jitni ziada mehnat ho gi utna he acha market main profit bna sakty hay hum market main
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy charts ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                    forex market move karte hain to hamy is ke movement ko samjna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                      g han bikul d1 2 st 3 dafa rejaction kary to is ka matlab hota hain ky market ka trend change na ho forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                        dear sir aapne bahut acchi information share ki hai main aap ki baat ko ittefaq karta hoon kyunki day 1 se 23 May projection milti hai aur is main Ham experience Hassan karke bahut accha profit hasil kar sakte hain lekin bahut jyada hard working aur Pakistan forex form ko time dekh Kar Hi hum experience aur mehnat ke sath kamyabi hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                          Forex mai jab trend change hota hai tou marklet zada tar apney pivot point key pass he hoti hai. Aur wo pivot point par he up ya down hoti hai. Jab market ki postion strong hoti hai tou phr market up ya down move krti hai. jis taraf market ka trend hota hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: d1 say 2 say 3 dafa rejection ka mean hota hay markeet ka trend change honewala h

                            yeah zrori nahi hay kay ager ham daily chart per hon aur waha say market ki price aik point say 2 3 bar wapas a gai hay to wo trend change ker rahi hay. nahi aisa zarori nahi hay. ho sakta hay kay market koe aisa pattern bana rahi ho kay us ko waha per kuch der kay liye rukna per raha ho us kay bad market bara impulse us rejection ko break ker kay bana leti hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X