forex learning ki ki end nahi hoti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex learning ki ki end nahi hoti
    Dear friends forex business man ktni zuada learning ki jay otni he kam hoti hai is man learning krny ki koi end nahi hoti agir acha learn krny k bad agir real trading start bhi kr daty hain tb bhi aap ko sath man demo pr learning jari rakhni chay is luy aap ko koch new sekhny ko milta ha is man aap ktna zuada sekhty hain bad man otna zuada he aap profit kr skty hain
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex learning ki ki end nahi hoti

    G bilkul forex trading ma learning ki kbhi fullstop nahe hota hai q k es ma roz kuch na kuch new hota hai jo hmy learn karna parta hai jb hm ne khud ko expert smjh k apni learning pa fulstop lga dea to hmari sucess wahien ruk jaye gi so hardwork kren learning krty rhen ta k behter se behter bnty rhen trading ma
    • #3 Collapse

      Re: forex learning ki ki end nahi hoti

      Forex business me expert traders be apni learning ko continues rakty hey ye es waja se key Forex bahot hi large business hay es ki learning me agar din rat be 1 kia jaye per be traders se koch na koch mistakes ho jati hey ye es waja se key us ki learning aur expernice me weakness hoti hey.
      • #4 Collapse

        Re: forex learning ki ki end nahi hoti

        forex trading business ki learning zaroori hy learning kar k hi forex trading business mein kaamyaab ho saktay han aur hum ko forex trading business ki learning kabhi bhi khtam nhi karni cahaiye kiok forex trading business all world business hy js ki learning knewledge aur experience bhi ziada hy is liye forex trading business ki learning kartay hi rehna cahaiye kabhi learning khtam nhi karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: forex learning ki ki end nahi hoti

          Learning jitni bhi ho wo hamesha se apko faida hi dey gi is ley forex le bare main jahan kahen se apko acha knowledge or information mil jati hai us per amal zaror karna chaye koun ke knowledge aur experience hai is business main hundred percent kamyabi ki tarf le kar jata hai
          • #6 Collapse

            Re: forex learning ki ki end nahi hoti

            Bro ap ne sahi kaha, Forex trading mein learning ki koi had nai. Ap jitna zyda learn kr lain.phr bhi ap ko hr roz kuch na kuch sekhne ko zaror mile ga.
            Forex aisa business he jahan ap jitni bhi learn kr lain,ap ko km hi lge ga.Lihaza ap jitna learn krain ge,ap ko utna zyda faida ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: forex learning ki ki end nahi hoti

              yeh bat ap ki belul theek hai k forex mien hamari learning ki kio bee end na hai es mien aa ker hum log unlimited seekh sakty hien or es mien hum log jetna zayada learn kerty hien hamain us ka utna he fiada hota hai es lye hamain forex ko aa ker her bar learn kerna hot hai or pher he es mien hmain success mil sakti hai or hum log earning bee hasil ker sakty hien.
              • #8 Collapse

                Re: forex learning ki ki end nahi hoti

                Je ha bilkul sahi kaha apny Pakistan forex me apko hourly learning milte rehti hai aur aapky pass jitne bhi knowledge hai wo apky lye kam ho iss lye Pakistan forex se attached rahye tabhi apko best learning milte rahe ge aur aap aik kamyaab trader bun sakty ho apni knowledge experience practice aur planning ko sath le kar
                • #9 Collapse

                  Re: forex learning ki ki end nahi hoti

                  G friend ap bilkul thk kah rahy han k jitni hum earning karty han wo b kam hoti ha or forex learning ki kabi end ni hoti g bilkul rozana humy learn karna parta ha phr hi hum forex ma kam Kat sakhty han zayda say zayada learn karna chaya phr kamyab ho sakhty han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex learning ki ki end nahi hoti

                    forex trading aik aisa bada business hay keh esmain kabhi bhi learning khatam nahi hoti agar hum esmain ziada say ziada learning karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe bhi tab he reh sakty hay es business main jitna ziada knowledge ho ga utni achi earning kar sakty hay aur kamyab bhi tab he ho sakty hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X