kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,
    Forex pak forum aik acha forum hy ye aap ko self made man bana sakta hy or aap ki life bana sakta hy aap ko apne peron pe khara kr sakta hy bus thori si lagan thora sa dhayan or phir aaram he aaram
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

    G han ap ki ye bat theek hay k forex aik aesa business hay jis main agar hum mehnat karain tou hum boht kuch hasil.kar sakte hain aur apni life ko easy bana sakte hain kiu k forex aik profitable business hay aur is main hum self ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

      Ji bilkul forex aik bht acha business hy ye app ko kahan se kahan le jata hy ye app ko is qabil bna daita hy k app apne tmam expensis khud utha saktay hain or app main apni kamai ka confidence a jata hy bas mehnat se kaam kertay rahain to is business main bht achi earning hoti hy jis se app apne balbootay pe bht achi life guzar saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

        G Ap k baat theak hy k forex hum ko self made bnata hy.jab hum ko earning start ho jati hy to hum ma Tb confidence b aata hy aur phr hum kisi k muhtaj nai rehty bal k hum kisi ki help karny k like ho jaty hain.aur hum ko hemisha help karni ki he sochna cahy aur self made ya Sab kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

          forex trading aik online business hay es business main humay khud he mehat karni hoti hay jitni hum mehnat karen gay utna hum market main acha earn kar sakty hay es liye humay chahiye keh es business main theak say kam karen seekhain aur knowledge ko enhance kar kay kam karen tab he market main safe earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay esmain
          • #6 Collapse

            Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

            forex trading aik aisa business hay jis ko hum apny time kay hesab say modify kar sakty hay agar humary pass ziada time hay to hum esko ziada time dai sakty hay aur agar humary pass kam time hay to kam time dai sakty hay humay esmain ziada time dainay ka he faida hota hay aur hum market main tab he safe bhi reh sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

              G bilkul theak kha ap nay forex eik buhat acha online business ha ye hame self made banata ha es ma hame mehnat kani chahiye ham jetni zada es ma hardworking karni chahiye to phir he ham es ma achi earning kar sakty ha or hame es ko zada sy zada time dyna chahiye ham jitna zada time day gay to phir hame faida he ho ga
              • #8 Collapse

                Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

                Yes bilko agr ham s kam mg laach krty hy to ham ko is my bhot zeada koss bhi hota hy ham agr bhot zeada profit bna lyty hy to phr ham ko is my selfish bna jhsy hota hybham wasy bn jaty hy hamary andr bhi gjoror ajata hy our ham bhot bory ho jaty hy pr esa nai hona chiya ham ko aony ap pr yaken rakhna chiya our countrol rakhna chiya
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

                  Forex trading ager achi ho jaye tu iss kay madad say self made ban sakty hain kion ke forex trading ko ager sahi trah say karin tu phir yeh bohot he rewarding qisam ka business hai . bas zaroorat iss baat ke hoti hai ke trader Forex trading ko serious lai kay iss ke learning karin aur achi trading karin tu iss mai bohot ziada earning mumkin hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

                    forex hamy selfmade bana sakta hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai students ky liye bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: kya Forex hamen selfmade banaa sakta hy??? aap kya kehty hen,

                      g han bhai jaan as main forex trading hame as main selfmade bana sakty hai likn ye aik bohat achy business hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat kare to hi ham as main kamyab ho sakte hain aor as ain se earning kar sake gee

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X