Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?
    Asalam u alikum friends mera aaj ka swal hy k hum ko forex ma ma Jo spread show hota hy wo kam ho to faida hota hy trading ma ja zayda spread say hum ko faida hy. Aur kia hum spread khud say kam ya zayda kar sakty hain k nai? Agr kisi ko as bary ma pata hy to wo bata day kindly
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?

    Spread kam mein hi faida hai q k jab him trade lagaty hein to forex Hume spread jo k buy or sell Ka difference hota hai pat Karna part a hai.
    So hitna spread kam hoga utna hi heum ko ziada faida hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?

      spread asal ma brker ka commission hota hai jo trading opening fees charg hoti hai yeh leverage providing aor trading platform providing fees smjh len keun ky without brkoer broker trading aik aam trader ky leay possible nhi hai so forex trading members ko knowledge aor experience ky sath kam krna hota hai aor spread aik broker ka dosry broker sy differ krta hai yeh un ki apni setting hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?

        Hum jab bhi trdaingbkarte hain humain cahiaybk hamesha kam spread wale pairs par trade karain kiu k zada spread wale pairs main humain commition zada dena parta hay aur humain profit bhi kam hota hay aur loss ki surat main humain zada loss hota hay aur hum apni marzi se spread kam ya zada nai kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?

          Ap spread ko kabhi kam aur ziyada ni kar sagty to kiyon k spread broker ka commission hota hy aur ask aue bid price line k bech ka difrence jitny poins ka hota hy wo spread kehlata hy to umeed hy ap spread ko smajh gaye hogy aue spread ka kam ya ziyada hony mein itna farq hy k markit mein jin pairs ka pip price ziyada hy un ky spread ziyada hoty hein aur jin k pip price kam hoty hein un k spread bhi kam hoty hein
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            Re: Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?

            agar hum jis pair par trade kar rahy hay to uska spread kam hay to humari trade jald he profit main convert ho jaye gi aur humay chahiye keh ziada tar trading major pairs par karen kyun keh un pairs ka spred bhi kam hota hay aur humari trade jald he profit main aa jati hay aur es trha achi earning kar sakty hay hum
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Spread kam ya zayda ho to faida kis ma?

              agar hum ziada spread waly pair par trade karen gay to humari trade dair baad profit main aati hay jab keh agar humary trade karnay waly pair ka spread kam hay to us par trade karnay ka sab say bada faida ye hay keh humari wo trade jald he profit main aa jati hay aur hum es trha acha kama sakty hay esmain

              اب آن لائن

              Working...
              X