Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?
    Forex trading men jab loss ho jata hey tu hamen uss ghalti ko repeat bilkul nhi karna chahiay jiss ki waja se loss hota hey aur dobara nay jazbay se kam karna chahiay ta k loss ko bhi recover kiya jay aur profit bhi hasil ho jay hamen trading men apni ghalti se sabak seekhna chahiay ta aesi ghalti bar bar nah ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

    Bilkul dear aap ki baat sahe hy main ap sy agree karta hy aap ko chaiye k kabhe bhe apni ghalti ko repeat na karyn balky us sy learn karyn or dehky k kis jga aap ki ghalti hui hy or next time wo repeat na ho is tarha aap ki trafing bhe improve ho jati hy or aap ka loss bhe recover hota hy is liye apni ghalti ko kabhe bhe repeat na karyn
    • #3 Collapse

      Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

      Past ka loss agar recover karna ho to jes ghalti ki waja se loss ho jaye esi ghalti ko apni future ki trading me repeat karna traders ki esi mistake hoti hay jes par wo tak tak control hasil nahi kar sakty jab tak esi ghalti se lesson hasil na kia jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

        Dear hemn forex trading market mn aik dafa ki hoi ghlti ko dobra ni krna chahy balky hamen apni ghlti sy axha leason hasil krna chahy tah k hei trading profit able jo suky
        • #5 Collapse

          Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

          Koi bi ye nahi chahta k usy nuqsan ho jaye her koi profit hi chahta ha but loss ho jata ha actual himain us waqt tak live trading karni hi nahi chaheye jab tak k hum demo trading pa experience na gain karly our jab experience ho jaye markeet movement ki samj bhoj ajaye us k baad live acount sa trading start kary per profit k chances zyada our loss k kam ho jayengy
          • #6 Collapse

            Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

            Dear ap ki baat ache hy humy apny sawalat par ghor karna chy aghr forex se hut kar ho to chor dena chy or jo ghlte forex me oost k time hote hy unhy mut rpeet kary warna humy bhot zeyada nuqsan othana pary ga lehaza humy roeting se bchna chy
            • #7 Collapse

              Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

              G han bilkul.ap.ki bat theek hay k agar hum se trading k doran koi mistake ho jati hay tou humain apni us galti ho follow karna cahiay aur khtam karna cahiay dobara dohrana nai cahiay us galti ko follow kar k khtam karne ki kosish karni xahiay aur acha profit earn karne ki kosish karni cahiay take hum agaim wohi galti na dohrain
              • #8 Collapse

                Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

                agar hum bar bar wohi galti karen gay jis ki waja say humay pehlay nuqsan uthana para to hum market main achi earning nahi kar sakty esmain hum aisay he nuqsan uthaty reh sakty hay es liye humay chahiye keh apni pehlay wali galti say sabaq seekhain tab he hum esmain safe reh kar trade kar sakty hay aur kamyab bhi tab he hon gay hum esmain
                • #9 Collapse

                  Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

                  Insan ghaltiyon say sari umar seekhta rehta hy or ye ghaltiyan ic k experience mn izzafa karti rehti hen, ghaltiyan mufeed bhi hen or nuqsaan b pohanchati hen , ye nai ho sakta k ghLTIYAN na hoon bs itna hona chahiye k ghalti dohrai na jai ye zayada harmfull ho ga agar aik ghalti baar baar ki jaye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni ghalti ko repeat bilkul nah karen?

                    trading mai apni mistakes ko ager repeat karin tu aik he mistake ke wja sy traders ko bar bar loss hota hai jo ke trading mai kamybi hasil karnay ke liye koi achi baat sabit nai hoti hai. iss liye traders k liye best approach yahi ha ke woh apni mistakes ko note kar kay rakha karin aur koshish karin ke mistakes repeat na hon.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X