Ek he point par Buy or Sell.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin Nahi Esa Nahi Hosakta kay Ap Aik hi Poitn PAr Trade KRain Q kay Spread Difference Ki Waja se AIk point PAr Buy sell Nahi Hosakta To Behtar HAi Sahi Se Seekhain r Phir Trade KRain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yh to trader pr depend krta he keh woh kis trah trade ko snbhal skta he us ko jis trah se smjh ata he aur woh jis traiqe se trading ko cover kr skta he us trah se trading kr kay buy ya sell kre
      • #48 Collapse

        g han dear sunsny me zaroor ye ajeeb lagat hai but esa ho sakta hai balky ye aik technique hi hai jisy hajhing khty hn ismy apko aik khass loss bata dyta hai na isy zayadah loss na isy kam but profit apko dono soortoon me hota hai but apko trade ko watch karna parta hai
        • #49 Collapse

          bro I don't think so that it is a good idea because main bhi is idea per work out kar chukka hon but koi faida nai hota is tarhan trading karnay say ap aik trade say tu profit earn kar laitay hain but dosri trade main ap ko loss ho raha hota hai.
          • #50 Collapse

            aap neey jo suggestion di heey k aik hi point prr buy aur sell kernaa wo billkull correct heey aik important baat yee heey k aap doono kaa buy aur sell kaa take profit aur loss laga dijyee jiss seey aap ko ager profit hua tu wo bi aik limit meey ho gaa aur ager loss hua tu wo bi aik limit keey anderr hi ho gaa ab yee process kernaa aap keey apneey ooper depend kertaa heey
            • #51 Collapse

              Buying and selling at the same point is too good but it should be done only when the price of a pair is range bound and you know that you can get profit from both buy and sell orders . . Otherwise when there is a danger of correction or rely then we should avoid doing buy and sell at the same point . .
              • #52 Collapse

                yeh bilkul ghalat tareka hai kyun key aik hi point se buy aur sell karna ka koi matlab nahi banta unless market upar ja kar wapis ajaye magar appko yeh b sochna chahiya k agar market wapis nahi ayii toh appka account wash ho saktha hai.
                • #53 Collapse

                  bhai jan mej is bary me tu itna knowlgde nhi hai ke aap ks bary me bat kar rahy ho .mgr me trading khudi nhi karta kiu ke me abi new ho me apny friend se trading me help leta ho
                  • #54 Collapse

                    bhai jan me abi ap k sawal ka jwb nhe dy sakta hun q k me abi forex me new hun or me abi forex seekh raha hun or learning b kar raha hun or saythsath practice b kar raha hun.
                    • #55 Collapse

                      Mery kheyal se ye ik kisam ki heading he aur is trah ki trading koi b broker allow nae krta agr broker ko pata chal jaye to wo trader ka account banned kr detay hain aur sara capital b waste ho jata he is leay app ko chayea k legal way se trade krain aur legal profit earn krain all the best.
                      • #56 Collapse

                        technical and fundamental analysis is reason sell or buy, and we have a successful career in the foreign exchange traders to make transactions more convenient for traders to profit from knowledge of the primary reasons a lot of learning to learn, you must learn more about the forex.
                        • #57 Collapse

                          mere bhai apki baat tu theak hai per is seapko profit pher beh hasil nhi huga keu k is se apko los he hut rahe ga,.is leye zara soch smjh ker he tarde open kiya kren.,
                           
                          • #58 Collapse

                            g bilkul aap aik hi point par buy and sell kar saktye hain aur isko heding kehtey hain aur iski bhi apni aik technic hoti hey aur is se hum business ko achi trha se learn karke is main work kar saktey hain.
                             
                            • #59 Collapse

                              app trade main akhe rate par sell and buy kar sakte hain agar app esa karo gy to app ka profit whin roq jye ga app ko loss profit ni ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading karte hain to ap ko sab se pehle trade ka pata hona chahye ke ap ne kis pe trade lagani hy tab hi ap real account pe trade kar sakte hain agar ap ak hi point pe trade karte hian to ap ke lie ye bhi best hy ziada karte hain to ye bhi best hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X