Shortcut way in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shortcut way in forex trading
    Dear me ye poachna chahta hon k agr hm forex ma shortcuts use kren gy to hmy kitna faida hoga?
    Mery khyal m to kuch nahe ulta time waste hoga q k hr job m earning krny k liye mehnat ki zarort hoti hai kesi bhi kam m ap tbhi sucessful hoty ho jb ap fairly us pa km krty hon acording to its terms and conditions. Ap kea kehty ho es bary m
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shortcut way in forex trading

    Dear me apki bat sy itfaq karta hon dear pahli bat to ye hai k forex me koi shorcut way nhe hai agr koi shorcut lagana bhi chahta hai us loss ki sorat me moonh ki khani parti hai forex me just wo he kamyab hoga jo jo is business me mahnat sy kam kary ga
    • #3 Collapse

      Re: Shortcut way in forex trading

      Shortcut ka koi faida nhi hai ham jab bhi short cut se kaam kren ge ham fail ho jaen ge q k market k future ka kisai bhi trader ko pta nhi hota hai market kissi bhi waqt koi sa bhi trend bna sakti hai
      Isliye hamen safe ho kr trading krni parti hai jab ham safe ho kr trading krte hain tab ham kamyab rehte hain
      • #4 Collapse

        Re: Shortcut way in forex trading

        Kisi bi qisam k kaam men kbi bi short cut k bare men na sochen q k chahe forex trading ho ya koi aur business in ap short cut ki traf lg jaty hn to ap Jo nuqsan k ilawa kch hasil Ni hota forex trading ko jitna relax ho kr cool mind se Kiya jae is men utna he hmen benefit hasil ho ga jitna is men lalach ko samny rkh kr aur short cut ko soch kr Kiya jae is men utna he nuqsan hone ka dar ho ga aur short cut see account wash hone k bi chances ziada hn lehaza better yhe ha k Thora hasil kr to mehnat kr lo magar short cut kbi choose na kro.
        • #5 Collapse

          Re: Shortcut way in forex trading

          shorcut forex me jo b sochta hy wo loss he krta a chahy forex ko ya koi or business jo b ye sochta a k usme wo forex se earning kr lega or bagair kisi mehnat k krega to uski bhool hy waqti toor per to kr lega mgr usko ye shorcut long term faida nhi de skta
          • #6 Collapse

            Re: Shortcut way in forex trading

            Janab dunia me kahi bhi kissi bhi business me |shortcut nahi hai. short cut k zariye shayad app ko waqti kamyabi mil jaye lain ap long term profit kabhi nai rakh lay skty shortcut k through. kamyabi k liye pehly shart mehnat hai. so hr trader ko chaiaye k wo shortcuts ki bajaye mehnat per focus karain na k shortcuts dhoondna start kar dain. o jo bhi new bnda trading me ata hai uss ko chahiye k mehnat karay
            • #7 Collapse

              Re: Shortcut way in forex trading

              short cut in forex business forex me koi short cut nahi hai yaha koi rato rat ameer hona ka zaria nahi hai agr ap rato rat ameer hone ke liye aye hai tu please ap is business ko na kare ap rato rat ghareeb ho jao gy apna sara paisa lose kar baitho gy agr apne is field se earning karni hai tu isko achi tarah samj lo phr hi isko karo or mehnat se achi earning karo short cut se nahi short cut marwa de ga or apka time or paisa dono waste ho jaye ga.
              • #8 Collapse

                Re: Shortcut way in forex trading

                Dosto forex trading ma agr ap aik successful trader bana chaty hy to ap ye successful trader kbi b shortcut method sy ni ban skty hy agr ap successful trader Bana chaty hy to ap ko sary aik process sy guzrna pry ga jis ma ap ko Acha knowledge or experience hsal krna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Shortcut way in forex trading

                  Dear members forex aik stable business hai is main kamyabi k liye zaruri hai keh ap is ko achi tarah learn krain aur market ka technical aur fundamental analysis karna learn krain..Forex main kamyabi k liye koi shortcut nhi hai..aisy log jo forex main short cut use karty hain wo fail ho jaty hain..Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh is ko achi tarah learn kiya jaye aur demo account per ziyada sy ziyada practice krain
                  • #10 Collapse

                    Re: Shortcut way in forex trading

                    Dear forex trading me koi shortcut nai he, forex me kamyab hony ka wahid rasta yehi he k ap mehnat kren aor khud ko kamyab banaen wagarna shortcut me hmesha loss he, loss ki buneyad jald bazi bhi ho sakti he aor doosri main waja shortcut he, kuch llog raton rat ameer ban'ny k chakar me shortcut marty hen aor loss ka samna krty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Shortcut way in forex trading

                      forex trading main short cut use nahi karna chahiye kyun keh agar hum market main short cut use karen gay to es trha nuqsan bhi karwa sakty hay es liye humay chahiye keh proper rules ko mady nazar rakhty huway he trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur safe earning bhi tab he ho pati hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Shortcut way in forex trading

                        forex mai jab hum short cut method sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik international or legal or real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Shortcut way in forex trading

                          dear fellow there is no shortcut way in the forex market es liye hamein apna waqt nahe zaya karna chahye ,hamein chahye k ham proper way use karein or forex market k structure or working ko sahi tarha samjhein so that hamein kisi big loss ka samna nahe karna parray .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Shortcut way in forex trading

                            forex mai agar hum short cut method sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X