What are the risks to meet me at Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are the risks to meet me at Forex
    What are the risks to meet me at Forex and how to ban them and what are the methods followed in order not to the reality of the many risks in Forex and what is the most important way to take the necessary ban in the trade?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    koi b ap kam shuru kr lain to is ay apko loss to hota hi ha jo is may apko risk ka nam daitay hain or apko is may bohat maza ata ha or jahan loss hota ha waha profit b hota ha
    • #3 Collapse

      Forex aik business hai aur her business main risk tu hota hi hai... usi trha forex main bhi risk hai agar ap forex join karte hain tu apko risks bhi accept karne hnge.... kuch acha achieve karne k liye risk tu lena hi parta hai... han but ap is risk ko kum kar sakte hain apni achi learning aur knowledge se.... ache skills build up kar k... ap in risks ko kum kar sakte hain aur acha profit earn kar sakte hain.....
      • #4 Collapse

        bhai business main risk to hota hi hai chahy wo koi b business ho , is main b bohat risk hai magar jis ny forex ki mukammal training li ho or phir demo account per practice ki ho to wo is main loss bohat karwata hai q k us ki pratice or training achi ho jaye gi
        • #5 Collapse

          forex me hume bhot saray risks hoty hain jesay k sub say pehlay to hum nay money ko control karna hota hi aur yha pay kam ko karna hota hi jiss say hum achi earning kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            forex business hai aur business main bht se risks hote hain.... but hamen agar kuch acha achieve karna hai tu hamen ye challenges accept karne hnge...hum risks pe banne nahi laga sakte but risks ko minimize zaror kar sakte hain apni abilities aur ache trading skills se....
            • #7 Collapse

              dekhiye har insan ka apna kam karne ka tarika hota hy mere ye man ha hy or tajurba hy ke ap
              ko loss os waqt hota hy jab ap ko kam ki achi samjh na ho
              • #8 Collapse

                mjhy to information nahi ha q ky me abhi is me bilkul new hon or me mjhy abhi sirf 1st week he houa ha is ko join ky houy or me abhi is ky bary me learning kar rahi hon
                • #9 Collapse

                  for example ap ka order laga hua hai or ap ko pata hai k news anay ka time hai or is ka dar k risk na ln to ap apna order sl or tp k sath lagaen other wise you wil loss.is baat say sab ko waqfiat hai kay forex risky business hai lekin aisa nahi kay aap hamesha risk may rahen gay.
                  • #10 Collapse

                    jee han forex trading main risk bahut zada hota hai risk ke bina forex trading nahi hoti kyun ke forex main app ki investment hoti hai jis main appki knowledge or experience invole hota hai ager app ki knowledge or experience acha hai to app profit hasil kersakhte ho
                    • #11 Collapse

                      bhai apke baat thek hy ye sub baaten hain lekn in k boht sary reasons hain jo yahan bayan nahin keay ja sakty hain ap net py dekho apko mil jay ga
                      • #12 Collapse

                        dear forex me hamko boht sare loss ka hi risk hota he agar ham ne sab apni investment ko loss me wasit kar dia toh phir hamare pass mazeed investment nahi rahe gi jis par ham kaam kar ke earning kar saken is lie risk se bachne ke lie achi skills or achi trah knowledge hasil karna ho ga
                        • #13 Collapse

                          forex me bahut hi bade risk hote hai aur aapko bahut hi jyada risk bhi lene pad sakta hai agar aapko forex me bahut hi profit kamana hai to aapko bahut hi high risk bhi lene padega aur aapko har kimat dene ke liye ready hi rahana hota hai aur aapko bahut sara loss bhi accept karana padega forex me to
                          • #14 Collapse

                            mere bi forex trade ma ek risk jo hume sb sy zayda hota ha wo forex tradfing k liye hamara experience or knowledge hota ah hum jata he learn krte ahn utna he kam hota ha is liye hume chaye k hum forex par zayda sy zayad kaam karn or zayda experience build karn ye he best ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jan forex trading business men jub hum trade kr ky profit earn krty hen to hamen boht sary risk ka samna krna parta hy in risk ko face kr ky hi hum profit earn krty hen hamry pas itna knowledge hona chahiy ky hum in risks ko finish kr saken q ky risk khatm kiy bagher forex men success nahi milti

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X