once time failure honay pe himmat harna mistake ha
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    once time failure honay pe himmat harna mistake ha
    bohat sey log barri mistake kartay hain wo start se he looser hotay hain aur phr wo jald he give up yani forex ko leave karnay ki thinking bana letay hain asay members ko mai ye kehna chahuga kay loss tou business ka part hay agar aap ko loss hota hay uss mei market ko blame mat karain aap mei kahin na kahin koi kami thi jiski wajah se aap looser banay so aap agar apni achi mehnat jari rakhtay hain apni trading skills ko acha sey acha karnay ki fully efforts kartay ho tou aap kamyabi ko haasil kar saktay ho esliye aap ko aik dafa forex pe fail honay pe bilkul bhi hopless nahi hona chaiye balkay mistakes se he tou aap ko seekhnay ka acha moka milta hay esliye aap apnay andar khud trading ki best abilities paida kar saktay ho so aap ko eskay liye achi koshish karni chaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

    gee brother ager aap ko aik dafa loss ho jaaye to us per ap himmat nah haarain aap dobaara mehnat say bonus haasil kerain or aap phir trading kerain kabhi to aap seekh jaayein gay bad learning jaari rekhain mera bhi abhi tek her dafa account wash hwaa hay but i am here
    • #3 Collapse

      Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

      Himmat kabhi nhi harni chahiye agar ham iss buisness men har bhi jate hain then bhi hamen continue struggle krni chahiye
      Wo hi log iss buisnessen qualified kr kr pate hain jo laga taar koshish krte hain aur jo log laga taar mehnat nhi lrte hain aur aik baar loss hone pe preshan ho lr beth jate hain then wo kamyab nhi ho pate hain so loss hone par kabhi bhi himmat nhi harni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

        aik dafa nakam honay ka ye matlab nahi hota k ap kabhi kamyab he nahi hosaktay hain agar ap himmat chorr den gay big looser hongay never give up hamesha best koshish karnay se he kamyabi hoti ha khud ko judge karen ap mey kahan pe koi kami ha ap ko best trading k lye kya karna ha
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

          Gee friend sahi kahan hain app nay Profit aur loss business ka rule hain Forex aik risky business hain Jiss ku proper learn kernay kay baad hi start kerna chiya
          khuch trders loss honay pay forex chor datay hain ju kay ghlat hain , balqay inn traders ku chiya apni mistakes ku improve krain aur forex ku learn krain ziyada say ziayda
          • #6 Collapse

            Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

            agar ap kabhi loss kar detay ho its does meant k ap kabhi kamyab he nahi ho saktay achi koshish ki bhi barri value hoti ha himat kabhi harni nahi chaye achi koshish sey he insan ki kamyabi mumkin hoti ha wo confirm looser banta ha jo achi mehnat ya achi koshish nahi karta ha forex pe achi mehnat lazmi ha
            • #7 Collapse

              Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

              G may ap say agree karta ho k ager hum ko ek dafa loss ho jaye to hum ko yh nahe cahyh k hum apni himat har jaye bulay hum ko cahyh k hum us trade say sekain k hum say kaya galti hoe jis say hum ko loss hoa next time trade karny say palay us trade wo dehan may kahe apni galti repeat to nahe kar raha.
              • #8 Collapse

                Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                Kissi bhi business main kamyabi kay liye loss hojana aik aam si baat hai. Aur Forex main bhi agar humain loss hojaye to humain mayoos nahi hona chahiye balkay is karobaar ka hissa samajhna chahiye. Agar hum loss karengay to is say humain apnay trading plan aur strategy ko mazboot karnay main kafi madad milegi.
                • #9 Collapse

                  Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                  Aap isko Galti nahi bewakoof Likhenge Kyunki free Hona Pyar ko chahiye kya aap apni Galti ko beta keh rahe na koi kaam Ko Chod Diya Jaye agar aap kaam Ko Chod Dete Hain To aapko doosri kaam mein 0 se start karna padta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                    Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai per himaat kisi kam main harni nhe chahaiy nhe too aap kisi kam ko kr hei nhe sakain gay aur profit loss too her business main hotaa hai ab rozi roti kay laiy kuch na kuch to krna hei parta hai bss khud per trust krain aur kam ko hard work kay sath krain
                    • #11 Collapse

                      Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                      agar hum foreex mien aik bar fial ho jaty hien to hamain es mien aa ker disheart na ho na chahye bel k es mien hamain or himmat ker k kam kerna chahye q k jo hamain loss hwa hai wo hamari mistake ki waja say hwa hai or yeh mistake ager hum repeat kerty hien to hamain es mien aa her bar loss ho sakt hai or yeh cheez hamari trading career ko nuqsan day sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                        Es threat ky bary mein ye kahna chat a hu ky him koe jab trade mein nuqsan hota hn tu him at nahi harnei chahy aur sath confidence koe bhi loss nahi Karna jao bhtre nahi humary liy.effort kabi waste nahi hot I my opinion to this threat
                        • #13 Collapse

                          Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                          G Dear ye to hai forex ki feed main ab tak jo b aya hai ose pehle loss ka samna karna parta hai aur end main kamyab wohi hota hai jo himat banai rakhta hai aur apni learning ko aur b strong karta hai apni ghaltiun se sekhta hai aur isi main he asal kamyabi hai dear loss pe dil chota mat karen forex b mat choren balke learn karen
                          • #14 Collapse

                            Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                            himat harna sab say bari mistake hai . agar ap ek baar fail ho jatay hain to ap himat haar k beth jatay hain yeh apki mistake ho gi jo apko nakami ki traf lay jati hai.nakami bhi ek kamyabi ka raasta dikhati hai agar jab kabhi ap fail hoty hain to ap himat na harain balke ap apni mistake jis ki wjah say ap fail howay hain unko improve krain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: once time failure honay pe himmat harna mistake ha

                              one time aik hi dafa me jub ap har jao ya forex me apka lose ho jaye first time or ap dil har jao or is kam ko left kar jao tu ya koi achi bat nahi apne apna paisa b lagaya or lose b kar diya or bina recover kiye hi ap is ko left kar jao or ya kaho ke ya business theek nahi tu ya bohat galt bat hai apko chahiye ke dil na hare balke aik naye azam ke sath trading start kare mehnat kare dil laga kar kam kare kamyabi zaror mile gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X