stoplose ki aehmiat wahi janta hay jis ka account washed ho jata hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stoplose ki aehmiat wahi janta hay jis ka account washed ho jata hay.
    dear traders main apko yeh batana chahata hoon k hamari invest jitni bhi ziada ho hamain stoplose lagana kabhi bhi nai bhoolna chaye q k stoplose lag janay say ham usay dubara recover kar saktay hain laikin agar hamara account wash ho jaye to usay recover karna impossibal ho jata hay is liye stoplose ki agar aehmiat janni hay to jin ka account washed ho jata hay unki feeling lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stoplose ki aehmiat wahi janta hay jis ka account washed ho jata hay.

    gee brother aap nay bohat pyaari baat kee hay or bilkull theek kaha hay stop loss kee ahmiyat sirf wohi banda jaaanta hay jo kay aik dafa account wash kerwa leta hay jab tak account wash na ho bohat kam log stop loss use kertay hain mera account bhi kaafi dafa wash hwaa hay issi lye mje pata hay kitna imp hay stop loss
    • #3 Collapse

      Re: stoplose ki aehmiat wahi janta hay jis ka account washed ho jata hay.

      Asalam o alikum dear member and dear forex friends . forex trading ma apko trade stop kerna zaror ana chaya ya bohat zarori ha . ager apko trade stop kerna nai ata ho to apko loss ho sakta ha or apka account wash ho jata ha or ap next trade nahi laga sakta . ager apko stop loss ka pta ho to ap loss hona sa pta apna trade bend ker sakta . or apko koi nuksan nahi ho ga .
      • #4 Collapse

        Re: stoplose ki aehmiat wahi janta hay jis ka account washed ho jata hay.

        Dear bro ap ny bahut achi information share kii hai.Trade lgany k sath sath stop loss aur take profit lgana bahut zaruri hai..aur bahut sy traders jo stop loss nhi lgaty trade ko open karty huwe sun ko big loss ya account wash ka khatra lahaq ho sakta hai..Stop loss traders k account ko wash hony sy bachata hai..sometime market ki movement bahut tezz ho jati hai aur agar trader ny stop loss na lgaya ho to kafi ziyada loss bhi ho sakta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: stoplose ki aehmiat wahi janta hay jis ka account washed ho jata hay.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear traders main apko yeh batana chahata hoon k hamari invest jitni bhi ziada ho hamain stoplose lagana kabhi bhi nai bhoolna chaye q k stoplose lag janay say ham usay dubara recover kar saktay hain laikin agar hamara account wash ho jaye to usay recover karna impossibal ho jata hay is liye stoplose ki agar aehmiat janni hay to jin ka account washed ho jata hay unki feeling lain.
          Assalamualaikum Bhaijaan main aapke paas hai bilkul hi nahi karta hoon stop loss ki ahmiyat ko Insaan Hai Jaan sakta hai Jisne Meri Tarah Apna account wash karwao Kyunki Agar stop loss Laga Hota Tumhara account wash nahi hota Aur Main nexttrade Mein lazmi profit Bana Leta

          اب آن لائن

          Working...
          X