aoa main ap sub sa generly ya janana chata hon k ap ka forex ko join kerna ka kiya maqsad ha ya kiya aisi wajha ha jis ko mind main rkhtay howay ap na forex pa kam start kiya ya ap na forex join kiya.kiya ap na na forex ko apni marzi sa select kiya ha aor is pa kam start kiya ya pher ksi dost ya family member na ap sa forcfuly ya kam start kerway ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим