Demo account
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account
    Demo account trader ke liye zrori hai Kia??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account

    g han ye acha hy... is sy ap ko trading krna a jay gi .. ap achy sy sekh lain gy k kaisy trade kiya jay.. ap ko demo account main bonus 500 dollars milta hy maximum tu ap easily is main sy sekh saktain hain or ap ko lose bhi kch nahi ho skta...
    ......:1f60e:
    • #3 Collapse

      Re: Demo account

      Dear members, Demo account new traders jin k trading k bary main kuch pta nhi ha un k liye zaruri hai..Demo account per baghair investment k ap Forex Trading kar sakty hain..new traders ko chahye keh wo pehly 6 month tak demo account per ziyada sy ziyada practice krain.market ka technical aur fundamental analysis karna learn krain..
      • #4 Collapse

        Re: Demo account

        Je ha bilkul ager koi new member ata hai to ussy trade lgany se pehly demo account pe bharpur practic karna ho ge tabhi wo apni knowledge experience practice aur planning ko barha sakta hai real account me aik profitable trade laga sakta hai aur kamyaab bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Demo account

          Bilkul bhai demo account zarori hy first bhi aur last bhi kiyon k forex mein loss bohut hy is sy bachny k liye experience bnana lazmi hy aur experience bnany k liye demo zarori hy aur demo stregiti cheak karny k liye bhi best hy
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            Re: Demo account

            Yes demo account is the best Agar hamdam account per plastic Karenge Apne account se pahle to trading Mein Ham expert Ban Jaenge Hamen chahie Kya madam account ko Jaan Se Jyada time Dena chahie Agar hamdam account ko time Denge To Ham Jarur Kamyab Honge isiliye dim account zaroori hai jo log Gionee aur hote hain unhen chahie kya hua Jyada Se Jyada steam account ko use Karen demo account jaruri hai aur dim account mein agar Ham bahut jyada experience Aasan karte hain aur isase Hamara Sina kaise badhta hai trading karte waqt Hamen chahie ki Hamen Palladium account per plaster karne chahie
            • #7 Collapse

              Re: Demo account

              ji haan dear Forex members demo ek aisa account hai usko practice account bhi keh sakte hain kyunki yahan per Ham practis karte hain demo account mein trade lagai jaati hai same jaisa ki aap apne real account py lagate Hain Sara process same hota hai bilkul same chijen vahi aap apna lot size lagate Hain usi Tarah se aap candlesticks ko dekhte hain bilkul hamare real account ki Tarah hota hai lekin usmein se hota yeh hai ki vah sirf practice ke liye hota hai wahan par Kam krny sy hmain experience milta Hy wahan sy hmain profit Nahi milta
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Demo account

                Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai demo account of Forex trading co learn karne ke liye ek behtarin Jagah hai aur demo account of Forex trading co learn karne ke liye ek teacher ka kam karta hai aur ham demo account per trading ki Yad Se Zyada practice Karke apni trading suckles ko improve kar sakte hain aur apne trading experience Mein ijaafa kar sakte hain demo account of Forex trading co learn karne ke liye ek virtual trading account hota hai aur demo account per trading ke dauran hone wala nuksan aur profit bhi virchu wale hota hai lekin demo account per trading Ka Tarika real account Jaisa hota hai isliye ham account paper trading ke Tamam features ko acche tarike se learn kar sakte hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X