Losss kary ga passs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losss kary ga passs
    Dear friend ap apny any waly loss say pareshan mat howa karen forex trading main asi loss say ao forex k knowlkdge main pass hongay qu k jab ap ko loss ata hy to ap keleye ak hedayat ban gata hy k yeh loss qu howa aur dobara woh kam ap nahi karen gay ges say ao ka noksan howa ho asi leye trading main kameyabi keleye loss ka hona bhi bohot zarory hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Losss kary ga passs

    Yes you are right q k agr hmy loss nahe hoga to hm khud ko expert smjh k learning pa fullstop lga dety hain jis ki wajha se kuch din to luch favour krta hai but us k bad just loss or agr hmy kbhi kbhi loss hoga to hm or zayada mehnat kren gy or apni mistakes se learn kren gy or unhy improve kren gy to hm achy ir sucessful trader ban saken gy.
    • #3 Collapse

      Re: Losss kary ga passs

      G hn dosto forex trading ma agr to ap ko loss ho jy to ap ko qabrana ni chy or na he kisi kism ki tension lyni chy kiun k forex trading ma jb b ap ko koe loss hota hy to wo aik sbak chor jta hy agr ap os sbak ko apny mind ma betha ly to ap bht jald aik bht acha knwoledge hsal kr k aik bry trader ban jy gy
      • #4 Collapse

        Re: Losss kary ga passs

        Dear ap ne acha thread post kya he, Forex mein koi bhi bnda lagatar kamyab nai ho pata. Forex trading mein kamyabi ke liye loss ka hona bhi boht zarori he.
        Jb ap ko loss ho ga, tb ap ko ahsas ho ga,or wo ghlti ap dobara nai kren ge.
        • #5 Collapse

          Re: Losss kary ga passs

          G ap ki ye bat bilkul.theek hay k humain apne loss se seekhna cahiay loss par pareshan nai hona cahiay kiu k jab ap loss karte hain tou humain seekhne ko milta hay k humain loss kis wajha se huwa hay aur humain apni mistake ko follow karna cahiay aur apne loss k9 minimaiz karne ki kosish karni cahiay take next loss se bach sakain
          • #6 Collapse

            Re: Losss kary ga passs

            g dear friend har loss kay baad he profit hoti hai yeh kabhi nahi ho skta hai k insan sirf profit hi profit lay.apko pass honay k liye loss bhi ek bari success hai .loss say apko bohat sabak milta hai and loss k bad he ap apne apko sanbhaltay hain and phir pass hotay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Losss kary ga passs

              boht zabardast baat ki hay aap nyk hamain loss sy preshan nai hona chahiye. balky is loss ko apny liye ek sabaq samaj k agli trade k liye ek key point k tor pe rakhna chahiye.. aur us sy sabaq seekh k agli bar wo ghalti nai karni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Losss kary ga passs

                Mai Sabko Sama Forex trading Mai Pata hona chahiye Hame loss Hamesha Baat Karega.
                Hum forex market Mein Jab trading karte hain Kahaniya Sunati Hai wale Karni chahiye aur Agar Hum losses Se Bachana Chahte Hain Tum Hame trading karte waqt.
                Small volume of Lord sarees or money management kar call karna chahiye is tarike Se Hum trading main accha opportunity avail kar sakte hain.
                Forex market Mein successful Monika aa rahi hai kya aap ke paas aaja 1000 US dollar ka maximum lot size zero. 10 standard.
                • #9 Collapse

                  Re: Losss kary ga passs

                  mere hisab se to loss agar ap ko zayda hota he to ye achi bat nai he or agar kabhi kabar loss ho jay to tension ki bat nai he lakin agar ap chahte ho k ap ek ache trader bany to ap ko chahiye k ap jitna ho sake forex ka experience hasil kare or apni ghaltio se kuch na kuch learn karte rahe ku k agar ap betarteeba kam karo ge to ap ko loss zayda ho gha or profit kam ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Losss kary ga passs

                    forex mai jab jab kam akrty howe hum sy koi galti ho jate hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy yai aik legal or international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Losss kary ga passs

                      forex mai loss hamara ustad hain hum apne galtiyo sy learning hasial kar lety hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is masi trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar saky hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Losss kary ga passs

                        Yess right loss ya mistakes waq e ek ghera lesson day jaati heinn but eska yeh matlb bhii to nahii ky hum har wakt loss hi karty hein es sy humari mehnat bb distrub ho jati hai to humary trading mn bohat ahtyat karni chaiye.
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Losss kary ga passs

                          Ap ki baat theak hai k ap ney loss sey pareshan nahi hona. Agr ap ko feel ho k ap key loss zada hai tou ap ney real trade ko stop krna hai aur demo ko phr sey jion krna hai aur market mai learning krna hai.Tjk ap apni strategy ko strong kr saky. Aur ap market mai phr sey gtrade kr key zada sey zada profit earn krey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Losss kary ga passs

                            forex main ham kam karty hain or hamy is ka bonus be milta hisn jab ham kam ky duran koi be galti karty hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko bilkul avoid kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or achahprofit hasil kat sakty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Losss kary ga passs

                              Forex trading business mein kaamyaab honey k liye loss ka hona koi zaroori nhi hy kiok agr ap forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k karain tu ap ko loss Kam ho ga aur js mistake se loss hota hy un mistake ko ap demo account par practice kar k cover karain un mistake ko cover karne k liye demo account ki practice karain real account mein koi zaroori nhi hy k ap mistake ko cover karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X