spread...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread...
    forex trading main jo currency pairs hoty hain un main jo buy or sell main jitna farak hota hai osko spread kahty hain or yah broker ki tarf se hota hai jis main hum apni trading ko mange kar k karty hain .....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: spread...

    ap ke bat theak hye spread he asl me broker ka commicon bhe hota hye and buy and sale me jo farq hota hye os ko spread bhe khe sakte han and koch broker ka kam and koch ka zayda hota hye ye on ke apne marzi pr hota haye and ek or bat wo ye ke koch broker ka spread time ke sat kam or zayda hota hye markt agr fast ho ge to spread zayda ho ga wo bhe koch broker ka
    • #3 Collapse

      Re: spread...

      Dear Bro Forex trading mein buy or sell ke drmian jo differnce hota he, us ko spread ko kehte hain. Ye brokr ki trf se hota he.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: spread...

        Forex market main aapko trading karte waqt kisi Na kisi currency pair ke upar kuch na kuch commission Dena padta hai.
        hame chahiye ke Janam forex market me trading karane acne analysis achi rakhna chahiye aur market main Long term trading karna chahiye.
        forex market mein analysis karne ke liye hi main market mein long term trading karna hogi aur apne na Jag se laaj rakhna padta hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X