Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !
    Trading mei hamesha jald bazi nuksan dey hoti ha specially newbies ye bat samjhtay nahi kay trading ko proper way se katna hotay hay achay palning ki zaroorat hoti hay blind trading se kabhi koi faida nahi ley saka hamay achay tarikay se behtreen analysis karnay hotay hain apni trading mei jab tak koi achi trade na ho humay patience rakhna chiaye aur jab hum patience kay sath perfect trade mei enter hotay hain hamay bohat faida hota hay esliye hamesha patience rakhna chaiye apni trading mei aur perfect entry se hum apnay daily trading target mei best profit mei rahain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

    Kaafi saaray aisay log bhi hain is business ko karnay walay jo trade ko sahi say lagatay hain phir bhi loss kar jatay hain. Kyun kay aisay logon ko sabar nahi hota aur woh hamesha hi basabri ka muzahira kartay hain apne balance say haath dho bethtay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

      G Bhai app ki baat bilkul durust hai. jald baazi na sirf forex trading me nuqsan deh saabit hooti hai balky kissi bhi business me jald baaz inuqsan deh saabit ho skti hai. Hum logoon ka yehi msla hai k hm log Forex trading k business ko Paisay double karny wali koi scheme smjhty hain or jald baazi me nuqsan kar bethty hain tou mere Bhai patience bht he zaroori hai forex trading me agar app sabr karain gy tou inshallah app ko phal meetha he milay ga
      • #4 Collapse

        Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

        Trading me traders ka higher patience ka jazba us key traders ko more profitable bana sakta hay, trade open karny key bad kam se kam be 3 hour patience karni chaye agar trade market direction key against be hay per be patience karny waly traders ko hi kamyabi mil sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

          Yes you are absolutely right q k agr penic ho k trade lgae jaye to hm thk trha se analysis nahe kar paty bina soachy smjhy jaldbazi m trade lga dety jis ki wajha se kafi zayada loss k chances hoty hain so hmesha patience se self control m reh k trading kren gy to bht hi sucessful maqam bna skty hain ap.
          • #6 Collapse

            Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

            ap nay bhut he achi bat ki hai or mien ap say agree kerta hion k jab hum forex mien aa ker ka kerty ien or hamain es mien aa kr loss ho jata hai to hamain es mien patience ka muzahra kerna hota hai or jald bazi say kam na kerna hot hai es lye yeh he sab say best hai.
            • #7 Collapse

              Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

              G bilkul may ap ke bat say agree karta ho k forex may practice he ha jisko kar k hum ek acha profit kama sakty hain per firt hum ko practice karni cahyh aur phir he hum ko real per move karna caheyh yh na ho k hum sirf learning karin aur usay demo per put na karin us tara hum acha profit gain nahe kar sakin gay.
              • #8 Collapse

                Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

                bilkul apki bat say ma itfq rakhti hn k hmain trading k doran passions say kam lena chahiy q k jab hum entry lety hain to after that hmain tab tak wait karna chaiy jab tak trade hmari strategy k according chal ri ho or even agr loss may ha tab b q k agr apka analysis thek ha to wo apko profit zaroor day gi
                • #9 Collapse

                  Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

                  Kaafi saaray aisay log bhi hain is business ko karnay walay jo trade ko sahi say lagatay hain phir bhi loss kar jatay hain. Kyun kay aisay logon ko sabar nahi hota aur woh hamesha hi basabri ka muzahira kartay hain apne balance say haath dho bethtay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

                    G Hn Dosto forex trading ma patience k bht sary faidy hy agr ap Forex trading ma patience sy kam ly gy to ye trading ko profitable bnata hy kiun k jb b ap sbr kry gy to es ka mtlb hy k ap soch smjh k trade lgaya gy es sy ap ko faida he ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

                      patience boht e lazmi cheez hay kisi business main profit ko get karny lliye. aap koi bhi business start karain aaap us waqt tak achi earning nai get kar skty jab tak aap patience sy kam nai laain gy aur profit ka wait nai karain gy.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience trading mei profitable entry ko possible banata ha !

                        forex mai patience ke bohat ahmeyat hain hamy in ko kabe be ignore karna chahey hamy ache learning ky bad kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch hasial nahi ho ga forex aik real business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X