Forex trading aur health

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur health
    ​Dear forum members forex trading aik aik mehnat talab work hy aik hardworking field hy kush dost dindin rat forex hi kerty rehty hn aur apny health ka khayal ni rakhty jo ke bahut hi dangerous hy, ager sehat hy to subh kush hy, is liy pehly prrfrence apnyhealth ko den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading aur health

    Koi bhi kam ka zarorat se zaida kia jay tu us ke results hamesha negative hi aty hein us ley har waqat trading ke ley khod ko busy rakhna aur mobile laptop aur computer ka zaida istamal apki health je ley dangerous sabit ho skta hai is ley har kam aik tareqy se kia jay tu faida mand hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading aur health

      g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar ham forex ko bahut ziyda time de rahe hen is ke liye hamen chahye ke ham apne sehat ka bhi bahut ziyda khyal rakhen is se hmara maind fresh rahe ga aor ham apne trad ko achi tarhan se handel kar sakte hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading aur health

        forex trading sy sehat lazmi toor per mutasir ho sakti hai ager forex trading ko bohot ziada hard work aur mehnat say learn kiya jiye tu . iss liye traders ko apni sehat ka lazmi khayal rakhna hota hai . asal mai traders ko yad rakhna chaiye ke paisay say sehat ziada bari dolat hai aur iss ke lazmi qadar karne chaiye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading aur health

          Dear friends maray khyal say hum ko caheyh k na sirf hum forex trading per dehan dain bulkay hum ko cahyh k hum apni health ka be khyal rakhain kau k health is wealth. ager hamri health achi ho ge tub he hum fresh mind ho gay aur ager hum fresh mind ho gay tub he achi trade kar sakain gay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading aur health

            forex trading mien kam kerny k lye hamain apny helth ka bee khaal kerna hota hai k jab hum apni sehat ka khayal rakhty hie to hamain es mien aa ker earning bee mil sakti hai ager hum achi health sy kam kerty ien to hamara mind fresh ho ga or hamain trade kerny mien asani ho jaye gi.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading aur health

              G Hn Dosto agr ap Forex trading ko krna chaty to zroor kry hm sb b krty hy lkin sath apni health ka b khyal rkhy ap hr time forex trading ko na lgy rhy jb Kam ho tb he lgaya es k elwa hmain.trading k elwa sari activity chor dyni chy Jin ma YouTube Facebook or film wagera kiun k phely he trading pr bht eyes lgaty hy
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading aur health

                G bilkul hmy apni health ka khyal rkhna chahiye hai q k agr hm healthy hon gy to zayada focus se forex forum pa kam kar paien gy agr hm hr wqt mobile pa lgy rhen gy to hmari health or eyes pa kafi effect hota hai so koi proper time table bnaien or us k according forex pa kam kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading aur health

                  Forex market mein Hoon mein hai uska Kya likhna chahiye.
                  forex market me trading katra katra main apni HealthKart khyaal rakhna chahiye. Kyonki jab humara mindsetters achha nahi hoga aur market me trading karte waqt tham small volume of lot size nahi lagayenge.
                  forex market mein jab hum trading karte hain hame apne analysis acche karne chahiye marketing karne ke liye.
                  Tamil market me long time chatting karne ke liye chahiye hota hai ki hum.
                  hame market mein chatting karte ho ke patni aur tavayaf yaad rakhna chahiye setting Kar ke bhatar katni.
                  Forex market metro station katra katra main stops also take profit limited rural gana chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading aur health

                    agar hum ssara time trading he karty rahy gy to hum apne health ka kayal rahkna chahey hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky kam karna chahey hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading aur health

                      bhai tradors sehat k khyal k sath stah apni family ko bhi time nahi dety hain es business ki wjah se tu yah boht galat bat hoti hai q k ayse tu ap apni life ko he distrub kar k rakh lety hain mera yah manna hai k es ko aik normal business ki trha karna chahye jis main kbhi ap ko off bhi karni parhy tu kar ni chahye tabiyat khrab ho tu kam thora kar dena chahye aghr es k liye hmain kahen jany kiz aort nahi parhti ha laken hmari sehat gher bhi otni he zarori hai jitni kahen bahar business karny main hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading aur health

                        yes dear maina pki baaat say agreee karti ho agar sirf forex main trading kare gy tu apni health b kharab kar skte hain sirf forex nhe apni health ka bhot khayal rakna hota hain time k sath sath sehat kharab ho skti hain agar sirf or sirf forex ki jy tu forex ko part time job ki tara kiya jy tu best hain full time b kar skte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading aur health

                          forex aik online business hain ham is main fresh ho kar kam karna chahey agr ham is main din raat kam hi karty rehy gy to ham bemar ho jaye gy hamy is main kam karny ky sath sath apni health ka khyal rakhna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X