Forex mein apni mistakes ko talash karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein apni mistakes ko talash karain
    Dear member mera aap sub ko mashwara hai kay jin mistakes ki wajah sae aap forex mein kamyab nahin ho paa rahay aap apni trading mein unn mistakes ko talash karain aur unn ko trading mein overcome kernay ki koshish karain warna aap loss kertay rahain gay aur kabhi bhi kamyab nahin ho sakain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

    Forex aik wasih business hai jis main trader se na chaty howay bhi kahen na kahein koi na koi ghalti ho hi jati hai agr is mistake ko jald dour na kia jay tu yeh agy apko pershani se dochaar kar deti hai is ley apni mistake ko talash karen aur expert ki madad se un ko bar waqat kill karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

      Forex aik long term business hai is main kamyabi k liye zaruri hai keh humain is main ki gaye mistakes sy learn karna chahye. aur mistakes ko dobara repeat nhi karna chahye..dunya ka koi bhi trader is main bahgair mistake kiye huwe kamyab nhi ho sakta hai..lakin jo trader apni mistake sy learn karty hain wo kamyab ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

        j han bhai ap n bil kul thkkaha k hm pak forex form mein kamyabbhona chahte hain to hm khud se hone waali galtuin se ijtinab krein krein or un ko darost kr k is p ek achi arning kr skein is lye behtr yaeh ho ga k hm is p kafi mehnt krein or is se koch cekheinm or koch hasil kr skein
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

          G bhai Ap ki baat theak hy k hum forex trading ma apni galtio ko takash kar k kam karna chay. Apni galtio ko hum Tb he kam kar sakty hain jab hum ko trading ka pata ho k ma nay ya trade lagai the chart aur indicates ya kar raha to ma nay buy kia jab k sell karna chay Tha ya Sab pata ho ga Tb he hum apni galti ko over com kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

            Meray khayal mein tou humain apni mistakes sae learn kerna chahyea kyun kay jab tak hum aisa nahin karain gay tou hum forex mein kamyabi hasil nahin ker saktay hain apni mistakes ko weekly basis per analyze karain ta kay aap ki trading mein behtari aye
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

              Dear friend forex trading mainbkameyabi hasel karni hy to apni mistake ko talash karen k kis waga say hum mistake kar rahy hain agar asa ho gay ga to ap ko ak knowlldge hi gay ga k ges mistake say hum nay loss kia woh mistake dobara nahi karty as say hamen ak knowlkdge ho gay ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                Forex ma jo log galtiyan karta ha aor apni galtiyon sa sekta han.To wo log e aga ja kar forex ma kamyab ho sagta ha ni to par loss e karta han jo log ni sekta apni galtiyon sa.Galti insan sa e hoti ha lakan galti sa banda seka na ka bae bae osi galti ko dorya.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                  g hna bahi jan ap ki bat bilkul thek hy q k agr hum ismy chahety hn k is my humy zayda profit ho to humy ismy apny error ko thke krna ho ga,or is k liay humy sub sy phly un ko find krna chahey.or pher us ko thek kry or is ki practice demo account my kry.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                    Bhai mere esa hy k mistakes jo hein wo har trader ko pareshan karti hein lekin aik professional trader vo hota hy jo apni har trad alag lgata hu mistakes ko tlash kar khtam karta hy har trad per experience gain karta rehta hy ap ki bat durust hy mistakes ko tlash kar khtam karna chahiye har trader ko
                    ALWAYS BE HAPPY
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                      forex main kam karty hain to is main kafi mehnat say kam karna ho ga is main agr mistake karty hain to is ko sikhna humary liye zrori hota hay kun kay is ko learn karty hain or durust karty hain to hi hum trade ko achy say kar sakty hain humain agr demo ko use karna pary to is ko avoid nai karna chahiye balky practice zrori hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                        har trader say galti ho jati hay aur es galti ki waja say forex trading main nuqsan ka samna bhi karna parta hay aur humay chahiye keh forex trading main us har galti ko note karen jiski waja say market main nuqsan huwa hay aur humay us galti ko theak kar kay he kam karna chahiye tab he humari trading ziada achi aur behtr ho sakti hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                          yes i do agree with you. forex main agar ap apni mistakes ko bar bar review krain gy or apni mistakes ko repeat nahi karain gy tu ap 1 achy trader ban jain gy. agar ap apni galtiyon ko talash nahi karain gy tu apko ye b nahi samj aay ga k appko loss q ho raha hai isi liye hamessha apni account history ko dekhty raha krain or apni mistakes sy kuch sekha krain warna ap achy trader nahi ban pain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                            Ji AP ne bilkul si kaha hai keh forex main apni mistakes talash kren bcz mistakes see how insan seekhta hai or forex main Jahan hum ghaltiyan krty Hain hamen wo dhondni chahyen or un ko theek krna chahye taky hum wo mistakes dobara repeat na kren or kamyab trading KR sken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein apni mistakes ko talash karain

                              Bro ap ne sahi kaha, Forex trading mein hum se jitni bhi mistake hoti rehti hain, Hmain un ko cover krne ki kohsish krni he. Ap ko jb bhi kisi trade mein loss ho jaey, next trade mein ap se wo mistake dobara nai honi chahey. Demo account pe mistake chl jati hain, but real pe extra care krni prti he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X