Forex Trding Ka Hamari Sehat Par Asar-Andaaz Huna...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trding Ka Hamari Sehat Par Asar-Andaaz Huna...
    Assalam-o-alaikum dosto forex trading profitable hunay kay saat mushkil aor risky bhi hay jis ki waja say humay her waqat hi apni open trade per nazar rakhni parti hay aor forex market ki timing bhi fix nhi hay jiski waja say kisay bhi time market apna trend change ker sakti hay aor hum her waqat computer per behtay rehna say aik tu humay eyesight problem shoro hu jata hay aor dosray problem bhi start hu saktay han is liye mera tamaam trader ko ye mashwara hay kay posting aor trading zaror karay laiken aik time table kay saat ta kay profit kay saat sehat bhi teek reh sakay aor ap hamesha relax reh sakayn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trding Ka Hamari Sehat Par Asar-Andaaz Huna...

    Dear brother ap ne bahut hi achi bat ki hey forex trading men kuch log ziyada profit k chakar men din rat posting aur trading kartay hen jo k aik ghalat tareeka hey iss liay hamen chahiay k hum apnay time ko adjust karen ta k rest bhi milay neend bhi poori ho phir trading bhi achi hoti hey aur hamari sihat bhi kharab nhi hoti kiun k ziyada kam se health pe zaroor effect hota hey so be careful
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trding Ka Hamari Sehat Par Asar-Andaaz Huna...

      G bahi Ap ki baat theak hy k forex ma humari seht khrib ho sakti hy q k hum her wkt jab computer ya mobile ko he oprart karty rahin gay to humari eyes par asr par sakta hy aur humara eyes ki vja say sir Dard wagira b ho sakta hy aur ya k hum agr her wakt bethy he rahin gay to humari health khadib ho sakti hy.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trding Ka Hamari Sehat Par Asar-Andaaz Huna...

        Dear ap nay sahi kaha hay trading aor posts karty howy apni sehat ka zaror kheyal rakhen sehat hay to sab kuch hay sehat nahen to kuch nai aek time table k mutabiq kam karen aor apni trading mein stop loss aor take profit use karen tan k tension sy bacha ja saky aor har waqat apni tradr ko na dekhna pary main nay dekha hay kuch log khana khaty howy bhe apni trade py nazar jamay rakhty hain aesa karny sy aek mently tor py fresh nahen raha ja sakta trade loss mein ja rahi to tension is liye stop loss aor take profit ka use yaqeeni banaen apni trading mein

        اب آن لائن

        Working...
        X