Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye
    Assalamoalikum dear friends kysy hyn sab aaj myra aap sy ye sawal hy ko jo new user trading start karty hyn to kiye un ko shurru main oil or gold ki trades lagani chaiye ya ni kiu k ye trades dangerous bhe hoti hyn or in main bara profit bhe hota hy lekin new users ko is ka utna ziada idea bhe nhe hota to aap loog thora is k bary main brief kar dyn k new user ko start main kiya karna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

    Dear friend jesa j ham sub janty hen k market m sub see zyada fast movement gold aur oil ki hoti ha.agr as a new trader ham oil ya gold pee trade krwn ge to bht jaldi apna account wash krva den ge.keun k unexperienced hony ki wjha se hm fast movement ko control nhi kr sken get.hmen chahye k start m ham currency pairs pe trade kren usky bad jesy jesy hmen knowledge and experience hota Jaye tb in fast movement pairs pe trade kren.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

      Dear friends main aapki baat se agree Hoon oil par trade karna both risky kaam hai isliye new users ko Apne senior ko follow karna chahiye acche signal car wait karna chahiye aur trade ko Dekh Ke fresh dimaag se Lagani chahiye oil par create karne mein agar aap aapko accha signal mil raha hai to trade kar sakte hain thanks
      • #4 Collapse

        Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

        forex trading humay apny experince kay mutabiq karni chahiye agar humara experince kam hay to hum oil aur gold par trade kar rahy hay to es waja say market main humay nuqsan bhi ho sakta hay es liye humay chahiye keh esmain sabar kay sath experince kay baad he en par trade karen warna humay currency pairs par he trade karni chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

          Nai new user ko gold wagira par trade nai karni chay q k as ma spread bohat zayda hy aur new user ko itna experience nai hota market ka as ley ho sakta choti c mistake big loss ki vja ban sakti hy aur ho sakta as vja say humera account wash ho sakta hy.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

            Walaikum salaam dear new traders jitnay bhi han unko hamesha bonus ka intezaar rehta hay aor jesay hi bonus milta hay tu without analysis wo trading start ker detay han aor laluch ki waja say unki koshish huti hay kay gold aor oil per hi trading ki jaye ta kay jaldi aor zeyada profit earn hu jaye laiken ye dono bhot risky hay aor new trader ko tu in per trading kerni hi nhi chayi warna account wash hi rahay ga her waqat.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

              Assalamualaikum Saleem Alia European Union members of Rajya pathya starting Mein original gold kikid kar sakta hai please ke serial number hai aaja Mujhe uske baad mein Bata sake jaldi se jaldi
              • #8 Collapse

                Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

                forex mai agar hum new hain to usd euro mai trading karne chahey godl or oil risky pairs hain in mai loss ky chance zada hoty hain in mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

                  ji haan sir aapne bilkul thik kaha hai ke new Number Ko gold ya oil par trade Karni chahiye usse chahiye ke woh Jyada Se Jyada Gold par trade kare isme usi Jyada pata chal jayega Aur Ho Kisi acche profit ka haqdaar ban payega thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

                    forex trading main oil or gold ki trading main risk zyda hota haui q k en ki markets main moving boht fast hoti hai jis se hmain loss hony ka bhi dar hota hai es liye aghr new tradors k acha expiernce hai trading ka tu un ko gold par trade kar leni chahye q k aghr tu hum trading karny ki salhiayt rakhty hain tu hum achi trading kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

                      Dear forx members ap jantta hain ka market ma sab sa zeada moment gold or crude oil par hoti haa ma too ap ko yahe advise doon gaa ap jab tk kisi pair par trading start naa karen jab tk ap share ka bara ap ache tarah naa jantta hooon new traders koo chahea jab tk un kooo gold crude oil par ka tarde ka bara ma experience na hooo wooo trade naa karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

                        Yes dear agar new trailer Kamyab Hona Chahte Hain tone oil or gold pe trade ni karni chahiye q ka gold or oil pa trade krna boht risky hai is liy hum ko trading soru krny se phly learning krni chahiy agr hum learning krty hai to hum is me kamyb ho skty hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya new users ko start main oil or gold ki trade karni chaiye

                          forex aik online business hain is main oil or gold ki bohat hi zada ehmiyat hain yai dono pairs bohat hi fast move karty hain agr ham is main new hain to hamy is main best experience hasil kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X