Hedging kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kia hai?
    Asslam O Alaikum...!!!!!
    Hedging kia hai aur iskka kia purpose haii.....yeh ak hmarai liye blessing hai ya hmarai liye ak qisaam ka curse hain ap log kia khtai hain is k barai mein????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging kia hai?

    Dear member hedging aik strategy hey jo forex trading main use ki jati hey. Hedging main same pair per do trade open ki jati hain ager aik trade loss main jaey to dosri usky opposite direction main lagai jati hey. Iska yeh advantage keh loss fix ho jata hey.
    Hedging ko main like nhen kerta keon keh iska koi bhi faida nhen hey. Is sey behter hey keh TP and SL use kia jaey.
    • #3 Collapse

      Re: Hedging kia hai?

      Hanging ek sclaping ke form ha per es may ager ap ko loss ho raha ho to ap usi pair per opposite trade open kar dayty hain aur aur jub be hum ko thora sa profit hota ha to dono lot close karty dayty hain yh ek difficult aur dangerous tick ha kau k es may loat hum bari lagaty hain hum ko hanging apnay bous vala y amount pay use nahe karni cahyh
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Hedging kia hai?

        hedging basically loss ku stop kernay kay liay use kiya jata hain Hedging ki be boht ziyada eham role ada ker sakta hain ager hedging carefully ki jay Hedging ku market swing aur timing kay mutabiq use kiya jata hain lakin ager Hedging ka experience nhi hain tu use na ki jay kiyu kay untrained traders ku iss main loss be ho sakta hain

        اب آن لائن

        Working...
        X