Forexe me tredr ka expirnss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forexe me tredr ka expirnss
    Dear mera ap se qestion ye hy k humy forex treding me kitna expirensse hona chay or humy forex tredr bny k ley kitne mhnst ki zroorat hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aa ko mehna to bhout he zruri hy treading ko sheekny k liye jitna ziada aap mehnat sy kaam lo gy utna he aap ko is ka rofit mily ga or utny jaldi he aap ek achy treader ban jai gy or aap ka experince bhe sath sath bhary ga kiu k start main aap ka experince to nill hota hu jo k slowly increase karta rehta hy us liye sab sy zruri cheez is ko learn karna or mehnat sy kaam lyna hy experince phir khud bakhud he aap ko mil jata hy
    • #3 Collapse

      Re: Forexe me tredr ka expirnss

      market main kam karny kay liye humain is ko sikhna zrori hota hay is main experence ho ga to kam ko karna huamryliye best hota hay agr trade main ziada learning kar kay kam karty hain to trade main acha profit milta hay is main demo ko use kar kay apni practice ko acha karna b kafi helpfull sabit ho sakta hay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forexe me tredr ka expirnss

        agar hum forex trading main apna experience enhance karna chahty hay to sab say pehlay forex trading ko achi trha seekhna chahiye kyun keh seekh kar he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main har koi kam kar sakta hay but esmain kamyab wohi hota hay jiskay pass knowledge hota hay

        اب آن لائن

        Working...
        X