Paisa paisy ko khenchta hey.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Paisa paisy ko khenchta hey.
    Dear forum members aslam o alaikum.
    Forex trading aik profitable business hey leken trading main profit earn kerny key liey bahut si baaton ka khial rekhna perta hey jaisy trading skill. Isky ilawa capital amount ka bhi ziada hona zarori hey. Ager forex trading main confidence key sath profit kamana hey to capital amount ko ziada kerain.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    apki bat bilkul theak ha forex trading forum aik baht achha business forum ha forex forum ko achhi trh learn kia jay aur useful posten ki jayn to hmen achha bonus milta ha jis k sath hm market mn trade kr k achhi earning ly sktay hn
    • #3 Collapse

      G bahi ap ki bat teahk hai forex mai kamyab hona bohot mushkal hai is ka lia ap ko bohot mahnat krna pahrti hai or ap ko apni skill mai azafa krna pahrta hai or agr ap acchi trade krna chata hain tu ap ko apna capital mai azafa krna pahra ga ta ka ap acchi trade kr sakian kiun ka bara capital s ap long trade kr skata hain or ap ko loos bi kam hota hai is lai apna bonuse ka khyal rahkhain or isa zayan na hona dian or apna bonuse akhta karian ta ka ap ka pass accha bonuse capital ki sorat mai akhta ho jaya
      • #4 Collapse

        Dear brother ap ne bahut hi achi bat ki hey forex trading men hum log jitni ziyada investment kartay hen uss k mutabik trading kartay hen issi liay koshish karen k pahlay posting k zariay bonus create karen aur phir uss pe trading uss pe jo profit hasil ga woh withdraw kar saktay hen
        • #5 Collapse

          G ap ki bay bilkul rigtbhaybk agar hum forex trading se achi earning karna cahte hain tou us k liay zarori hay k hum apne andar skill paida karain is kam ko samjhe aur apne xapital ko barhain kiu k jab humare pass acha capital hoga tou hum is se achi earning kar sakte hain aur is k sath sath confidence k sath kaam karain
          • #6 Collapse

            Jee dosto jasa ap ko maloom hi k paisa paisy ko kkhenta hi es aik misal es trah hi k aik dby min baht sary paisy rkhy hovy thaty aik admi aya who apny pas sou rupy sy dby say paisy khanchta RHA jb dby sy paisy nhi nkly tu sou rules dby min phank dey khud wahn chla gya MORL yh nkla zyada paisa kum paisy ko khinta hy.
            • #7 Collapse

              Dear brother first of all ap ka experience aor knowledge hona forex trading k liye bahut zarori hay aor experience aor knowledge k sath achi practice aor skills ka hona bahut zarori hay jab ye cheezen ap k pass mojood hon to achi investment kar k trading start karen tab ap acha profit hasil kar sakty hain capital ho ga to profit ho ga kam capital k sath acha profit hasil karna asan nai hay
              • #8 Collapse

                Dear forex member Ap ny sahe baat ki hai forex buht he acha online business hai is mn knowledge or experience ki buht zarorat hoti hai is k baghir hum kamyab nae ho sakty zaruri hai k humari post quality wali hon jis sy humy acha bonus mily or phr achy amount k sath hum trading karain. jitna acha hun trad karain gy utna he acha hum earn kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                  forex mai jab hum acha knowledge or experience hasial kar ky acha deposit kar ky trading karty hain to hamy is ka bonus be acha milta hain online ke dunya mai forex aik best business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                    yes ap ne the kaha hai kee har pesa pesa ko khechta hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare aor as pesa ki lalach bhi nahi karny chahiy hai qk as se ham ko bohat se fyae milte hain aik tu ye ham hmara experience bahrta hai aor knowledge main bhi azafa hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                      jee belkul ap ki yeh baat kesi had tak theek hai jab hamary pass acha balance ho ga tuhum as mien aa ker achy say earning hasil ker lian gay or jab hamary pass as mien achbonus na ho ga tu hamain as mien zayada profit hasil kerny mien bhut zayada masla ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                        hum jitna acha capital invest kary gy hamy utna he acha profit mily ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                          Kissi bhi karoobaar mai capital ki sub sey zaiada ehmiat or zaroorat hoti hai jaisay kissi bhi emaarat ki base ka mazboot hona zaroori hai aisay ki bussiness kay mazboot honay kay liye capital investment ka hona bohat zaroori hai. Forex trading bussiness may bhi achai or profitable earning kay liye capital ka ya investment ka hona zaroori hai agar investment ziada hogi to trading kernay kay liye utna space ziada milay ga or ziada acha profit bana saktay hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                            forex aik online or real business hain ham is main trading karty hain agr ham is main new hain to hamy is main best experience hasil kar ky is main amount invest kar karni chahey pher hi ham acha profit hasil kar ky apni zarorot ko pora kar sakty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Paisa paisy ko khenchta hey.

                              dear forex user wa alaikum salam, hamen kuch gain karnay kay liye expert hona zaroori hay yani keh hamen skills ki zaroorat hoti hay, uc kay ilawa doosri cheez jo hay ic mn woh hamara capital hay ya investment hay , mn aap ki baat say ittefaq karta hn hamaray paas jitna zayada pessa ho ga ham utna zayada gain karen gay kion keh pessa pessay ko khenchta hay or ic say chances barh jaaty hen or loss kam say kam level pe rehta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X