Forex trading se log derty keon hn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading se log derty keon hn

    Dear aisi bilkul bhi koi baat nahi hai kay forex trading bussiness risky ya mushkil bussiness hai. Meray khayal mai to dusray kissi bhi bussiness say bohat asaan bussiness hai jo bohat jaldi seekha jaa sakta hai or seekhnay kay liye kissi dusray ki bohat ziada zaroorat bhi nahi parti. Social media or internet ki waja sey forex trading bussiness ko seekhna ab koi mushkil nahi hai. Pak forex forum pay account banaey, dusroo kay experience per mushtamil posts parhey, demo account banaey or trading ki practise ghar baithay shuru ker ley. Phir seekhnay kay baad bonus sey real trading shuru ker lay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading se log derty keon hn

      Logo ka darna thek hai apni jaga aur chonk ye kafi risky aur khatrnak kam hai is mein chand lamhon main apka sara paisa ka loss ho sakta hai agr seekha hua na ho aur tukke se ya idher udher kahin se kia hua ho, is lie loh dosre logo ko is kam se rokte hain. Isko seekh kr kroge to iska risk factor minimise ho jaega aur phir is mein apka profit factor zyada ho jaega jis se acha kamaya ja sakta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading se log derty keon hn

        Forex ek risky business hai but risky ko kam karny ke liye knowledge ki zarorat parti hai kio k agar humary pass acha knowledge our exprience ho tu kio risk be nahi hai risk ko remove karny ke liye forex trading ka proper learning bahoot zarori hai har ek kam start karny mai mushkal hoti hai likan time k sath sath knowledge mai our exprience mai azafa ho jata o kamyab ho jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading se log derty keon hn

          Is my loss bhi hota hy log is my nakam logo ko dykh k drty hy or kamyab logo ko dykg k aona shok nai bnaty hy is my kamyab logo ko dykhna chiya un ki trha ham ko mhnat kr i chiya our ham ohr is sy faida utha sgty hy oora pira our is my ham achi earning kr sgty hy is kam k liya hamy aona mind bhot active reakhna chiya
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading se log derty keon hn

            Forex tading sy log is ke risk factor ki waja se darty hain aur woh kuch hadd tak correct bhi he. Kion k without technical knowledge and a proper teacher aap is me zyada loss bhi ker sakty hain. Isi liyr darna nahi chahye balky is risk ko take-on kerna chahye aur achi planning k sath profit earn kerne ki koshish kerni chahye.
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading se log derty keon hn

              agar hum dar dar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading se log derty keon hn

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                ​Dear forum members akser logon ko suna hy ke forex trading aik dangerous aur risky buisness hy, han bat to thk hy lkn ager hum forex trading ko proper way se learn kren to hum ye risk kum ker sakty hn,, jub ap forex trading ko learn ker ke joinjoin kren ge to ap dekh lain ge ke forex trading kis tara ap ki life change kerta hy



                Asslam o alaikum dear members how r u . Ji bilkul Jahan Forex dangerous aur uski Hai vahan profitable bhi hai aur Hamari Life ko change bhi kar sakta hai lekin log Bahut Yaad Aate Hain Ki ismein Hamari jo mehnat hai vah waste ho jayegi Jab Hamara account was ho jaega main Khoya Mishwafa Dunga Agar aapko yahan se kamyabi Hasil karna chahte hain to unko chahie vah ismein Apna mehnat Karte Rahen aur jab trading Karta Mar a to pahle Experience Hasil karne ke liye demo practice Karte Rahen is tarike Se vah Kabhi ismein nakam Nahin Honge
                Visit My Profile

                اب آن لائن

                Working...
                X