loan lyker traing kerna .
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loan lyker traing kerna .
    mene ese buhat se members dekhen hain jo ke esa sochte hain ke hum loan lyker tarding karen jub ke mera kahayl hai ke esa kerne se hume kafi pproblem hosaktee hao kiun ke jub hamre persnol investment ka loss hota hao to hum pareshan zaroor hote hain lakin baa mein relax hojate hain jub ke ager hum ne kisi ka loan liya huwa hou to doule pareshani wale baat hojatee hai es liye humein esa nahee kerna chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee janab loan ley kar invest karna buhat bara risk hai agher app ko khud par aitmad hai k app loan ley kar invest karey ghay to app ko loss nahi hogha aor must profit hoghi phir to app risk ley saktey hain warna loan ley kar invest nahi karni chahiye
    • #3 Collapse

      dear friend jee han forex may loan lay kar trading bikul nai karna chaiya q k forex ek risky business han forex may kab kkia hojy tu ap loan lay kar trading mat karay ager ap k loss hota han tu ap kaha say pay karaygay forex say ap posting karay aur waha say earning karay then trading karay loan na lay
      • #4 Collapse

        forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
        • #5 Collapse

          Ji blkl loan le k trading karna bht hi risky ho sakta hai.... q k trading main risk bht zyada hota hai aur gog forbid agar apko loss ho jye tu ap loan kahan se return karinge... ap k liye bht bari problem khari ho jygi.... so loan le k trading karne se avoid karin.....
          • #6 Collapse

            nahi dear aesa kabi mat karna ke loan le kar trade karen yh boht hi risky or galt step ho ga traders ke liye is liye unko chahiye ke kam investment se hi kaam chalan lakin lalich na karen or iske choti choti trade se ham acha profit gain karte karte apni investment ko increase kar sakte hen is lie loan mat len apko sab loss ho sakta he
            • #7 Collapse

              Bhai ap kabhi bhi trading k lye loan lay q k pakistan mein stock market aur forex market ka koi bharoosa nahi hai k kab up hogi ya kab down hogi magr apko har dafa new sa y update rehna hota hai
              • #8 Collapse

                Jee bhai jan bilkul bank se loan le kar forex trading business start to kar saktay hain lekin bhai jan mein apko ye he mashwara dun ka k ap kahin se bi paisy le kar forex mein invest na karain bul kay pak forex forum se posting bonus earn kar k us se investment kar lain.
                • #9 Collapse

                  First step is the main step of life. And Any First thing is of life is save to mind for memory. So that any work demand the basic knowledge. And basic knowledge is necessary for Success.
                  • #10 Collapse

                    Ji haan aapny kaa hy k humko kabhi bhi trading ke liye loan nahi lena chahiye.Kun ke agar aapko loss ho jaye to hum ko aik bury nuqsaan ka samna hoga aur jis se humny loan liyahy iska qarasdzar sari zindagi k liye ghulam bann jata hy.Isi liye aapny yeh baat theek ki hy me aapkibaat se iktafa karta hn.Bandy ko jab bhi trading karty hyn to humko apny paison pae karna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      forex trading k business mein ager aap ana chtay hian aur aap k pass paisay nahi hai tu aap pak forum mein kaam ker k paisay earn ker saktay hain loan lay ker aap kaam na kerain kyun keh is mein risk factor hota is mein loss k bhee itnay he chances hotay hian is liya loan say nahi kerna chaya yeh business in mein itna he invest kerain jitna aap loss ker saktay hn.
                      • #12 Collapse

                        AOA bh g agr ap ko lose ho jahy to ap k lia muskil ho jahy ga q k phay ap k pas kuch nai tha aor uper say loss ho gaya to app k lia duble tension ho jahay gi.aor ya ap k lia bad ma muskil ho ge....
                        • #13 Collapse

                          ji ha bhi ji ap kr skty ho laikin agr khuda na krian apko kam kaia ndr loss ho jata hai ap kya kr gai loan ada krna ap kai liy bohat zyada mushkil oh jai ga jis sai ap kia liy bohat zayda problem ho skty hAI
                          • #14 Collapse

                            mere khayal main yeh bilkul bhi theek nahin hai kay app loan lay kar trading karain kyun kay yeh aik risky business hai aur jab tak yahan experience na gain karlo app ko tradiong nahin karni chahiye ager loss ho gaya to lene kay dene parr saktay hain isi liye yahan starting main bonus pe he depend karna chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ji ha sb ka opinion bilkul thk hai hme kbhi bhi loan le k trading nh karni chahy q k ye ek business hai or business mai risk hota hai, loan lene k bd agar hme loss hua to wo hmare ley double loss hojaega isley hme srf apna capital hi trading mai use karna chahy zyada lalach ki wja se hum apna zyada loss kar skte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X