Patience apko kamyabi ki taraf laijaa sakte hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience apko kamyabi ki taraf laijaa sakte hai?
    Trading mai patience ik aisa key point hai jesko aksar log ignore kar daite hai aksar log patience say kam nahe laite aor jald bazi ka mozahira karte hai halanke osko clearly pata hota hai k agar kuch sabar aor wait jar laita tu successful hojata es leye agar abi taak ap be patience ko ignore kar rahe hai tu abi say ye promise karay apnay saat k ab k baad ap zaror patience k sat trading karengay aor kabi be jaldbazi say kam nahe laingay q k agar ap patience k saat trading start karte ho tu ye apko zaror kamyabi ki taraf lay jaegi....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ny bari achi bat ki hy waqi yi saber aisa phal hy ky jo bi is ko kahat hy wo kabi bi los nahi ker sakta hy or yi phal hamesha meetha hi hota hy ap ny akser yi bat suni ho gi mai bi un sab sy agree kerta hun waqi saber ap ky life mai bahut hi eham roll ada kerta hy ager yi ap ny ker liya tu ap bahut jaldi ik achy insan or kamyab insan banty hy ab ager is ko kam mai daikha jay tu yi her us bandy ky liya helpful rehat hy jo bi is ko apnata hy forex bi ik aise market hy jis mai ap ko lazmi is riski market mai apny ander patience rekh ker hi trade lagany sy ly ker us ko band kerny tak kam ata hy.
    • #3 Collapse

      You are right thankx for shairing such a useful information forex trading m greedy log kamyab nahe ho skty hain jo log jaldbazi m trading krty hai akser loss kar jaty hain or jo log forex ko sirf paisy k liye join karty hain wo bina kesi experience k trading start kar dety hain or account wash kar lety hain so trading k liye hmesha patience se trade karen or hmesha self control m reh k trading kren.
      • #4 Collapse

        Forex me kamyabi ka rasta he patience hai. Learning, analysis or Patience yeh 3 cheezain bht important role play karti hian forex trading me. Aksar log forex me fail he iss liye hoty hain k un me sabr nahi hoota. bay sabry ho kar trades lagaty hian. or kabhi kabhi tou trades ki line lagan dety hain jiss ko hamary ustad kaha krty thy k tm nay train kiun bnai hui hai. sabr ka phal hr business me he meetha hoota hai.. so insan jo bhi business karay uss ko uss me sabr se kam lene chahaiye
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Trading mai patience ik aisa key point hai jesko aksar log ignore kar daite hai aksar log patience say kam nahe laite aor jald bazi ka mozahira karte hai halanke osko clearly pata hota hai k agar kuch sabar aor wait jar laita tu successful hojata es leye agar abi taak ap be patience ko ignore kar rahe hai tu abi say ye promise karay apnay saat k ab k baad ap zaror patience k sat trading karengay aor kabi be jaldbazi say kam nahe laingay q k agar ap patience k saat trading start karte ho tu ye apko zaror kamyabi ki taraf lay jaegi....
          Forex trading Main Agar success Hasil karna hai to traders quotations ke saath kaam karna hoga Agar patients ke saath kaam nahi karenge traders who lost he Hoga isliye traders ko chahiye K trading karte hue full patients share trading kare
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            G hn dosto forex trading ma sbar ap ko kamyabi ki trf ly ja skta hy agr ap sbar k sath forex trading ma kam krty hy lkin agr ap forex trading ma hmesha lalch krty hy or jld bazi krty hy to ap ko forex trading ma hemeha loss he ho ga or ap kbi kamyab ni ho gy es ly dosto hmain forex trading ma sbar or soch smjh k trade lgani chy jo b lgani ho
            • #7 Collapse

              Hum sab ny suna hua hy k sabar ka phal metha hota hy lkn hum es py amal kam hi karty hen forex business to hy hi sabr se kam lene wala.es main patience ki bahut importance hy aksar trade laga k log jaldi close kar dety hen ya phr jaldi bazi main trade laga dety hen. Jaldi main trade close karny ka kuch profit to ho jata hy lkn Agr thora aa sabr aur kr lia jae to zeada profit bhi ho skta hy.aur jaldi main trade lagany se loss ho skta hy hamesha sabar se market ko study kar k trade lagaen uar phr thora sabr ka muzahira karen ta k acha profit mily.
              • #8 Collapse

                G bilkul may ap ke bat say agree karta ho k practice ap ko kamyabi ke tarif he lay k ajti ha ap ko cahyh k ap har us kam may zada say zada practice karin jis may ap sucessful hona cahtay hain aur future may usi ko continued karin aur ek successful trade bunay
                • #9 Collapse

                  Jo traders kissi planning aur market ko watch kiye bagair apni trade ko open kar laitay hain . Wo baray bay sabray hotay hain. Aisay hi traders 95 percent loss kartay hain. Lehaza forex ke khatarnak business main humain apni trading strategy ko plan kay sath design karen aur har soorat main sabar ka daman apne hath say na chorain. Aisa karnay main hi aap kay business ki kamyabi ka raaz hai.
                  • #10 Collapse

                    Salam friends bilkul sahe bat he k patience apko kamyabi ki trf lejaty he q k jb hm kse b maamly m ap sabrr krte hu to apko boht kamyabi hoty h
                    • #11 Collapse

                      G han ap ki bat bilkul theek hay aksar aesa hota hay kuch tradera aese hote hain jo k pations k sath bilkul bhi kam nai lete aur jald bazi karte hain jis wajha se wo kabhi success nai hasil kar pate aur na hi trading ko samjh pate hain is liay humin xahiay k hum jab bhi trading ko karain tou sabar se kam lain aur usay proper samjhe take achi aur save trade kar sakain
                      • #12 Collapse

                        Yes dear sir you are right. Patience bohot hi achi cheez hai agr trader me ye mojod ho to wo kabhi ziada loss nai utha sakta ha. Baz okat market arzi tor pr hmary against ja rahi hoti hai or hm emotional ho kr jald bazi me trading close kr daity hain or thori dair bad marke wapes ane asal signals pr aa jati hai. Agr hm patience se kam len to hm boht acha profit b bna sakty hain. Jesy k me ne aik bar loss me jaldbazi se order close kr dia tha magr bad me market wapes profit me aa gai thi to mujhe apne jald bazi pr afsos hoa tha. So,mery khyal se hmen thor sabr se kam le k khud ko big loss se mehfoz bna lena chahye.Otherwise,hm stop loss laga k apne emotions ko control me rakh sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Patience apko kamyabi ki taraf laijaa sakte hai?

                          agar hum sabar kay sath kam karen gay to he hum market main sabar aur tahumal kay sath kam kar sakty hay es liye humay kabhi bhi es business main jald bazi nahi karna chahiye es business main khoob mehnat kar kay aur seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he humari trade achi ho sakti hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Patience apko kamyabi ki taraf laijaa sakte hai?

                            Apki bat Bilkul theak hai trading hame saber se kam lekar kani chahiye hum hameesha har kam mai jaldbazi karte hai saber se kam nhi lete or apna nuqsan kar bethte hai is liye agher kamyabi chahiye to saber se kam lekar hogha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Patience apko kamyabi ki taraf laijaa sakte hai?

                              Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother ap ki bt bilkul thk h patience hm ko success ki trf le kr ja skta h hm jitna zyada patience kre ge utna zyada hm successful hn ge Jin brothers ko hr waqt loss hota h un ki waja yahi hoti h k wo patience ni krte balke lalach krte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X