markeet main gap kis wajah say ata haie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet main gap kis wajah say ata haie?
    hello senior member and forex traders main yeh pochna chhati hun k forex markeet main jab gap ata haei tu woh kyon ata hai kon see asi reason hoti hai jiski wajah say gap ata hai kia wo gap pora hota haie ya nahe aor oss wakat ham ko trade karni chaea ya nahe sab apna apna expereince share karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Regarding my knowledge and experience market m jb gap ata ha to maximum weekend pe ata ha aur specially ye gap gold ya oil m zyada hota ha.iski wjha ye ha k jb contract khtm hojata ha aur new contract nhibhua hota to market m gap ajata ha.
    • #3 Collapse

      market jub weekend ji waja sy close hoti hai dovara open hoti hai to gap drti hai is ky kai sari reasins hain j8n ma amian reason unlike rv3nys instability ya koi bhi mishaps ho skty hain
      main waja jo hai wo forex market ma news aor liquidity difference hai agr aisa hota hai to is ki eaja sy market gap dy jati hai agr affect strong ho to market gap recover nhi krti otherwise recover h9 jata hai
      • #4 Collapse

        Forex market iss wajah sae gap kay kay sath open hoti hai kyun kay close honay pae market ki value ya price kuch hoti hai tou open honay pae price mein kuch change aa jati hai jis sae market mein gap aa jata hai aur aisa aksar weekends per hita hai lakin kabhi kabhi normal days mein bhi raat ko market close honay kay baad subah market open honay pae hota hai
        • #5 Collapse

          Dear members forex business ki market me gap sirf weekend ki waja se ata hy ku k chuti hoti hy to sub traders trading ko chor dete hen or family ko time dete hen phr dobara jb trading start hoti hy to market build hna start ho jata or daily jb lunch time hota hy tb market me gap ata hy ku k trader lunch kerny chly jaty hen
          • #6 Collapse

            Market mein gap aksar dekha gaya hai kay weekends kay baad jab market monday ko open hoti hai tou ata hai aur yeh iss wajah sae ata hai kay market mein jo dou din gap ata hai uss mein market ki price change ho jati hai jis ki wajah sae market monday ko jump laga ker agay ya peechay chali jati hai
            • #7 Collapse

              Re: markeet main gap kis wajah say ata haie?

              forex market main baaz dafa aisa hota hay gap bhi aa jata hay humay chahiye keh esmain gap ko mady nazar rakhty huway he trade karen wesy mery knowledge kay mytabiq ziada tar gap cover ho jata hay aur humay chahiye keh esmain mehant karen aur tab he hum esmain acha profit bna sakty hay esmain focus karna chahiye sahi say
              • #8 Collapse

                Re: markeet main gap kis wajah say ata haie?

                bhai jan markeet main gap tab ata ha jab markket open hoti markeet fariday ko band ho jati ha ur phr monday ko subha 3 baje on hoti ha jab on hoti tu mareek main gap aaa jata ha kew markeet pichly do din se bad hoti ha is liye hume is main menat krni chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: markeet main gap kis wajah say ata haie?

                  market main aisy halat bhi aty rehty hay jab market main price gap kay sath chalna start ho jati hay aur ye ziada tar news ki waja say hota hay es liye humay chahiye keh ye baat mind main rakhain aur agar hum sahi say active ho kar trading karen gay to he hum achi earning kar sakty hay market main profit bna sakty hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet main gap kis wajah say ata haie?

                    forex aik online business hain forex market main kabe kabe gab be aa jata hain yai aik international business hain ham is main trading karty hain ham is main amount be deposit karty hain or hamy is ka bonus be milta hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main hamara koi be oss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet main gap kis wajah say ata haie?

                      forex mai hum jitne mahnet kary gy hamy utna he bonus mily ga hum gar mai bath mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hum apny boss kud hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet main gap kis wajah say ata haie?

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky pasaia kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex aik real business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X