Posting me jald baze me gurez karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting me jald baze me gurez karin
    Deare forex me posting karty waqt jade nii karni chay is gurez karna chay q k posty wohe mani jate hin jo forex treading k motabiq ho or humy use se he fayda ho jo posty jade me ki jati hin wo thek se nii mani jaate
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ap ne bahut hi achi bat ki hey forex trading men daily bahut ziyada posting hoti hey aur kuch log jaldi men posting kartay huway spelling mistakes kar detey hen jiss ki waja se post ki sahee samaj nhi aati iss liay reply karna bhi mushkil hota hey aur phir aesi post pe like bhi nhi milta aur bonus bhi mushkil milta hey
    • #3 Collapse

      G bilkul hmy posting ma jaldbazi nahe karni chahiye hai q k jaldi jaldi ma kafi typing mistake ho jati hai jis ki wajha se hjaey words k meanings change ho jaty hain or hm jo keh rhy hoty hain wo hi koi smjh saka hai so hmesha relax se posting kren briefly describe kren or apni posts ki quality achi kren.
      • #4 Collapse

        Dear pahly to hamen post ko achy tareqy sy parh lena chahye us ko samjhna cahye fr hamen us ko aram sy reply karen jab hamen pta he nhe hoga k post me kha kya gya hai to ham post ka reply kesy karen gy kya reply karen gy
        • #5 Collapse

          Apki bat theak ha forex trading forum ko join krtay he log ziada posten krnay k chakr mn lg jatay hn aur jald bazi mn is bat ko naen sochtay k is ka koe fayeda bhi ho ga k naen hmesha soch smjh kr post kren jis ka apko fayeda bhi ho
          • #6 Collapse

            Jaldi mn ki gai post mn ek to spelling ki mistakes bht hoti hn q k maximum users mobile sy type krny waly hn. Dusry number pe post jaldi krny waly ye ni daikhty k same topic ki post already forum pe discuss ho chuki hn. Ye duplicate posts bi count ni hoti. Jaldi post krny wala kbi bi koi acha aur new idea discuss ni krta, so jo log aisi kisi thread pe reply krty hn to thread remove hony sy un k replies bi khatam ho jaty hn. Ye dusron ko bi nuqsan hota h. Daily 50 post ki limit ko poora na kr sakain but Hamesha jo post krain, us mn kuch to aisa likha ho k kisi k faida ho. Post ki quality mn improvement lain
            Just view ???, Like kon kry ga???
            • #7 Collapse

              Forum me posting work ho ya trading account me trading karna agar dono me jald bazi ki jaye to nuksan trader ka hi hota hay, forum me jald bazi karny waly members ki posts etni achi nahi hoti aur esi posting me spelling mistakes be etni zeyda hoti hey key ya to esy posts ko count hi nahi kia jata ya es ko delete kar dia jata hay.
              • #8 Collapse

                G bhai apny thek kaha hy humy bilkul b jldi ni krni cahiy q k is my hmara hi nuqsan hy q k boht sy log ye sochty hy k luck hmara sath dy ga or acha bonus mily ga pr had dafa luck sath ni deta is liy humy thread k mutabiq informative posting krni cahiy jis sy dosto ki help ho
                Last edited by ; 16-01-2019, 09:17 AM.
                • #9 Collapse

                  Ham logon ki koshish honi chaye k Jo b post karein aram se karein kbi b jaldbazi se kaam na lain agr aik post ko ham aram se likhtay hain to topic k mutabiq new knowledge logon tak pnch sakta hai and hmari post mai ghalt ki gunjaeish b kam ho jaati hai is lye hurry factor kbi b generate nae krna chaye hkuen k jaldi mai ki gye post kbi b quality post nae ho sakti jis ka hmein koe faida nae hoga aisi posts aksar delete ho jaati hain and Jo delete na hn in mai knowledge na honay ki waja se hamein likes nae miltay Jo k fazool hain is lye hmari koshish honi chaye k to the point and quality post karein Jo k members k lye learning ka sabab banay
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting me jald baze me gurez karin

                    jab hum posts karty hain to is main jld bazii nai karna hoti hay kun kay ksii b kam ko karny kay liye is main time darkar hota hay koi b kam agr dill laga kar karty hain to achi eraning hasil ho sakti hay agr to is main fastly or bgyr sochy karty hain to kam karna kafi risky ho sakta hay so humain posts ko achi quality ka likhna chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting me jald baze me gurez karin

                      hamy kabe be jald baze mai posting nahi karne chahey q ky hum si traha kam sahe sy nahi kar py gy or hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota hum is mai live or sada urdu mai posting karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik international business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X