ap ne ab tak forex trading mein loss kiya ya profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    agar sach kho to ab tak ma over all loss ma hi ho ma na starting ma jo galtian ki thi abhi tak wohi cover kar rha ho ma na starting ma boht paisa zaya kiya tha lakn ab profit nikal rha ho lakn abhi tak jo loss kiya tha wo cover nahi huwa ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear sir hmnay abi tak itna profit nahi kya hay jis say hamari umaday poray ho chuki ho but loss bht kya hay pr b hm ye nahi khtay k hamay loss ho geya hmnay posting nahi krna ,, na hm ye chahtay hay k ekna ek din to profit hi profit hogi
      • #63 Collapse

        Forex trading business me loss and profit sath sath chaltay hain kiun k ap tab tak profit earn nahi krsaktay jab tak ap yahan loss na krlo kiun k loss forex trading me ap k liye aik guideline deta hay or ap is guideline ko use kr k apni trading skills apni earnings ko increase krsaktay ho.
        • #64 Collapse

          dear mjy atna to yad nhi ap ya asa kam ha ha is ma ap loss b ho sakta ha or [profit b derx agr ap ny is ko ak targt rakh ky kam kia to ap ko loss kbi nhi ho ga or mjy 20 ya22 bar loss hoa ha 23 bar proft howa ha
           
          • #65 Collapse

            ji bhai apne bohat acha Question kiya hai k main ne kabhi forex mein profit ya loss kiya hai to bhai jahan tak mera khayal hai main ne forex mein 2 dafa loss kiya hai or profit to kafi bar hua hai profit or loss to trading ka hissa hen is pr itna ghor nai krna chahye....
            • #66 Collapse

              miry kahyal sy to loss or profit har business ka hisa hoty ha hamy b kabi loss hota ha or kabi profit lakin agar ham forex ko proper learn kar lyty ha or es mi experience hasil kar lyty ha or phier es ko karty ha to ham loss kam kary gy or profit earn kary gy regular.
              • #67 Collapse

                dear mein forex trading mein new enter hoi ho abi mara learning period cahel raha hai or abi tak mein postin kar rahe ho then bouns ki amount ko invest karo ge or profit earn karo ge i hope mujy loss nahe hoga.
                • #68 Collapse

                  har jagah profit or loss dono hty hai its a part ov lyf nd wesay to agar dekha jaye forex trading mein just 10% log hi profit mein hotay hien lekin phir bhi main ye dekhna chahta hun k yaha pak forum par kitnay member hien jo profit mein hien aur kitnay member loss mein hien agar ho sakay to ap log apnay profit ya loss ki waja bhi share karien.
                  • #69 Collapse

                    hi agar learning achi he to phir earning bi achi ho gi allah ka shukar he me profit me hi hon loss me kabi nai gya ye experince ki bar he jis ko jitna ho ga wo utne faide me rahe ga
                     
                    • #70 Collapse

                      hi agar learning achi he to phir earning bi achi ho gi allah ka shukar he me profit me hi hon loss me kabi nai gya ye experince ki bat he jis ko jitna ho ga wo utne faide me rahe ga
                       
                      • #71 Collapse

                        mein f0rex mein new hn isliye mera abhi tak na loss hua na hi pr0fit bt alwaz learning kerti hn takay mere knw0ledge strong ho sakay....n jab bhi mein trading strt keron to mein us mein loss se bach k acha pr0fit earn ker sakon.....
                        • #72 Collapse

                          profit or lose to her business mien hi hota hai hai.or jis business mein loss na ho who business ni hota.but I think is business mein lose rate bohat hi zyeada hai but mene apni mistake se sikha buht hai me ap koi esi mistake nhi karogi jo pehle ki ab mjhe waqt k sath sath experience hogaya hai
                          • #73 Collapse

                            ammmmm me b wese new h hun or muje 3rd month ho rha hai yha work start kiye hoye or me yha jab se ai hun muje loss nahi hoa hai or muje bht acha lag rha hai yaha kaam kar k.
                            • #74 Collapse

                              koi banda bhi is duniya mein successful rehny k liye nahi hota, even in loss, there is profit for you, ap loss se seekhty ho aur aainda ghalti nahi kartey jis se you earn more profit. isi liye tou kehtey hain k haar meiin hi jeet hoti hai. kabhi losses hoty hn aur kabhi achey aachey profits bhi hoty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Just 5 months ago, before I joined the foreign exchange trading, and I'm learning every month. But two months because of the knowledge and experience to equip all of your lost. And I care about her mistake and can care, this month must be taken in the current month forex trading. The balance at a lower level and therefore margins and in equity caused by the use of stop loss in forex trading no loss

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X