Fundamental analysis Technical analysis ku disturb ker sakta ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis Technical analysis ku disturb ker sakta ha.
    Forex man trader ku news k time man buhut care kerni chahye kun k buhut say traders technical analysis per work kerty han or fundamental analysis ka jub waqt atta ha tu market ku opper nichay ker daiti ha.
    ic liye trader ka analysis or open ki hoi trade disturb hu jati ha or profit man jatti hoi trade man loss hona shuru hu jatta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai bilkul sahi kaha ap nay pehlay tu humay yeh samajhna paray ga kai fundamental analysis kisi news kai oper depend karta hai hai aur jab bhi kabhi koi bari news ati hai tu market ki volatility buhat hi zaida ho jati hai aur market buhat hi taizi say move karti hai lakin technical analysis main sirf support aur resistance ko dhaikha jata hai aur us ki base per trading ki jati hai.
    • #3 Collapse

      ghalat keh rahe hai app agar app ka technical analysis strong hota hai tou fundamental ka koi khas fark nahi parta isleye hamesha koish karen ke app long time frame per kaam karen aur phir fundamental ka koi asar nahi hoga apke trading per.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        gee aisa ho skta hai agr ap fundamental analysis ki taruf dehan he na do technical analysis kr ky trade open kr ko usi waqat agr market ma news ka time ho jay to market to us waqat usi ko follow krti hai keun ky yeh market to liquidity market hai aor is ma buy krny waly zeyada ho jain to market buy ho jay gi sell krny waly zeyada ho jain to sell hi jay gi is leay apko is bat ka khasoosi kheyal rakhna hai ky schedule kam krna hai na ky fazool kam krna hai

        اب آن لائن

        Working...
        X