Annaylisis kartay waqat emotions ko control rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Annaylisis kartay waqat emotions ko control rakhain
    Hamain annaylisis kartay waqat apnay emotions ko control karna parta hai.
    Agar ham trading karain gay to ham market main acha income hasil kar saktay hain.
    Or hamain good income hasil karnay kay liay chiay hota hai kay ham trading main acha decision lain or market main hamain long term trade lagani chiay or.
    Annaylisis kartya waqat aggresive nahi hona chiay hamain entry point ki talash main raina chiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear apki bt se agree krta hun keun k forex business m wo log successful hoty hen Jo cool mind hoty hen.inko jitna mrzi loss hota rhy wo emotional nhi hoty iski wjha ye ha k unky pass best stretgy hoti ha aur wo loss ko recover krna janty hen.jb k hmen agr thora aa loss hota ha to ham emotional hojaty hen aur us loss ko recover krny k liye bri lots ka istemal krty hen aur result m hmara account wash hojata ha.so please trade open krny se pehly cool mind aur frah ho k Bethen aur emotional bilkul bhi na hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      waisay mairay khiyal say analysis kartay howa emotions beech main nai atay aur emotions sirf trading kartay howay atay hain jab ap nay koi trade abhi lagani ho ya phir laga chukay hotay hain tab say humaray emotions is market kai sath jurr jatay hain aur humay tab tak tension main rakhtay hain jab tak hum trade ko close nai kar laitay lakin mairay khiyal say aisa hona nai chahiyay humay apnay emotions per control karna seekhna chahiyay.

      اب آن لائن

      Working...
      X