Trading k liye greed zyada dangerous ha ya fear ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading k liye greed zyada dangerous ha ya fear ?

    forex mai trading karty howe greed karna ya fear feel karny sy hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy ache planing kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik world wide business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading k liye greed zyada dangerous ha ya fear ?

      forex main hamy lalch or apny emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey forex main greed hamara sab sy bara dusmin hain hamy is sy bachana chahey varna ham loss main ja sakty hain is main market ka ya hamary broker ka koi be qasoor nahi hota yai aik international real orkabe be band na hony wala business hian
      • #18 Collapse

        Re: Trading k liye greed zyada dangerous ha ya fear ?

        forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real or kabe be band na hony wala busienss hain agar hum is mai kam akrty howe greed kary gy to hamy loss ho jy ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Trading k liye greed zyada dangerous ha ya fear ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
          ye dono hamari trading kay liye eham factor hain jo mujhay knowledge hay aap ko share karta hun aur apnay opinions share kejiye ga meri nazar kay mutabik kabi fear bhi dangerous hota hay but maximum time greed he dangerous hay ye aap ko success nahi honay deta esliye greed ko avoid karain apni trading se lakin jab aap ko mind mei emotional khyal ay kay maximum profit liya jay aur lalach ho mind mei tab aap ko fear hona chaiye kay barra loss bhi ho sakta hay
          but jab aap kay paas achay analysis hon confidence hona chaiye tab aap fear ka muzahira nahi karain..
          Assalamualaikum Ji Bhai waise to laalach aur aur fear Dono Hai Hamari trading ke liye bahut jyada nuksaan deh sabit hoti hain lekin donon mein Jiski percentage jyada hai wala lach hai Aksar log apni profitable trade kholo wali trade Bana Dete Hain sirf aur sirf Lal ki vajah se Hamein lalach ko bahut jyada avoid Shukriya

          اب آن لائن

          Working...
          X